Google Groups no longer supports new Usenet posts or subscriptions. Historical content remains viewable.
Dismiss

song

2 views
Skip to first unread message

Falguni Irmal

unread,
Sep 11, 2009, 7:12:15 AM9/11/09
to
ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{aye watan aye watan}%
\film{Shaheed}%
\year{1965}%
\starring{}%
\singer{mohamed rafi}%
\music{}%
\lyrics{}%
%
% Tags:
% Audio on:
% Contributor:
% Transliterator:
% Date: 11 Sep 2009
% Series: patriotic songs
% Comments: deshbhakati
% generated using www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
aye watan aye watan
humko teri kasam
teri raahon mein
jaan tak luta jaayenge
phool kya cheez hai
tere kadmon pe hum
bhent apne saron ki
chadha jaayenge
aye watan aye watan
humko teri kasam
teri raahon mein
jaan tak luta jaayenge
phool kya cheez hai
tere kadmon pe hum
bhent apne saron ki
chadha jaayenge
aye watan aye watan
koi punjaab se
koi maharaashtra se
koi U P se hai
koi bangaal se
koi punjaab se
koi maharaashtra se
koi U P se hai
koi bangaal se
teri pooja ki thaali mein
teri pooja ki thaali mein
laaye hain hum
phool har rang ke
aaj har daal se
naam kuchh bhi sahi
par lagan ek hai
jot se jot dil ki
jaga jaayenge
aye watan aye watan
humko teri kasam
teri raahon mein
jaan tak luta jaayenge
aye watan aye watan
teri jaanib uthi
jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi
dum lenge hum
teri jaanib uthi
jo kehar ki nazar
us nazar ko jhuka ke hi
dum lenge hum
teri dharti pe hai jo
kadam gair ka
us kadam ka nishaan tak
mita denge hum
us kadam ka nishaan tak
mita denge hum
jo bhi deewar aayegi ab saamne
thokron se use hum gira jaayenge
aye watan aye watan
humko teri kasam
teri raahon mein
jaan tak luta jaayenge
aye watan aye watan


%
#endindian
\endsong

raaz

unread,
Sep 11, 2009, 7:49:45 AM9/11/09
to

Your interest in transliteration of song lyrics is appreciable,
you may have to check before posting, it's existance in
giitaayan.

Now that you have made an attempt to transliterate, you can
try to improve your skills, by comparing your transliteration
with the existing one, that way it will be much easier to learn.

You can get few details of films, about year, actors and music
director
from the link, except lyricist.
http://faculty.ist.unomaha.edu/pdasgupta/allmovies/index.html

http://thaxi.hsc.usc.edu/rmim/giitaayan/cisb/182.isb
%
\startsong
\stitle{ai vatan ai vatan hamako terii qasam}%


\film{Shaheed}%
\year{1965}%

\starring{Manoj Kumar, Nirupa Roy, Kamini Kaushal}%
\singer{Rafi}%
\music{Prem Dhawan}%
\lyrics{Prem Dhawan}%
%
% Contributor: Himanshu Bhatt (bh...@balrog.works.ti.com)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rr...@plains.nodak.edu)
% Credits:
% Editor:
%
\printtitle
#indian
%
tuu nA ronA, ke tU hai bhagat si.nh kii maa.N
mar ke bhI laal terA maregaa nahii.n
Dolii cha.Dhake to laate hai dulhan sabhii
ha.Nsake har koI phaa.Nsii cha.Dhegaa nahii.n

jalate bhii gaye kahate bhii gaye
aazaadii ke paravaane
jiinaa to usiikaa jiinaa hai
jo maranaa desh par jaane

jab shahiido.n kii Dolii uThe dhuum se
deshavaalo.n tum aa.Nsuu bahaanaa nahii.n
par manaao jab aazaad bhaarat kA din
us gha.Dii tum hame.n bhuul jaanaa nahii.n

ai vatan ai vatan hamako terii qasam
terii rAho.n mai.n jaa.n tak luTaa jaaye.nge
phuul kyaa chiiz hai tere kadamo.n pe ham
bhe.nT apane saro.n kii cha.Dhaa jaaye.nge
ai vatan ai vatan

koii pa.njaab se, koii mahaarAshhTr se
koii yuu pii se hai, koii ba.ngaal se
terii puujaa kii thaalii me.n laaye hai.n ham
phuul har ra.ng ke, aaj har Daal se
naam kuchh bhii sahii par lagan ek hai
jot se jot dil kii jagaa jaaye.nge
ai vatan ai vatan \threedots

terii jaanib uThii jo kahar kii nazar
us nazar ko jhukaa ke hii dam le.nge ham
terii dharatii pe hai jo kadam Gair kaa
us kadam kaa nishaa.N tak miTaa de.nge ham
jo bhii diivaar aayegii ab saamane
Thokaro.n se use ham giraa jaaye.nge

%
#endindian
\endsong
%

0 new messages