RE: || Aatm Saakshaatkar || Re: Tadap kaise bade

13 views
Skip to first unread message

saurab...@gmail.com

unread,
Apr 29, 2012, 12:55:29 PM4/29/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com, rast...@gmail.com
Naman bhai ki baat ko continue karte hue : Nitya Satsanga , gyan charcha se buddhi mein Bhagvad Prapti , Aatma Sakshatkaar ka mahatva pakka hoga.
Karat karat abhyaas ke jadmati hot sujaan, hum guru bhakt apni buddhi nirmal banane ke liye hi to is group par su charcha karte hain.
-----Original Message-----
From: naman_hariom
Sent: 29/04/2012, 5:11 PM
To: Udeshya Aatm Saakshaatkar, Aatm gyan, Brahmi stithi
Subject: || Aatm Saakshaatkar || Re: Tadap kaise bade


hariom ji
jivan mei jis cheez ki mahatta hoti hai uska mahattva lagta hai ,,
usko paane ki tarap hoti hai , toh buddhi se bhagwan ko mahattva
de ,,isse tarap badhegi

On Apr 28, 5:40 pm, "satya.hariom" <satya.har...@gmail.com> wrote:
> HariOm
>
> Gurudev kehthe hain Atmasaksatkar Bahut saral hain, katin iss liye lagtha hain... hame tadap ki kami hain..
>
> The question is : Tadap kaise bade?
>
> Please share your thoughts...
>
> HariOm
>
> Sent from my iPhone

satya.hariom

unread,
Apr 30, 2012, 3:47:20 AM4/30/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
Sab budhimaan tho nahi hothe, jo budhi pradaan nahi hain, unko kya karna chahiye?

Sent from my iPhone

naman_hariom

unread,
Apr 30, 2012, 4:06:23 AM4/30/12
to Udeshya Aatm Saakshaatkar, Aatm gyan, Brahmi stithi
buddhiman nahi hote toh buddhiman banana padega ,, bewakuf bane rhene
se toh kaam nai banega,,
yog vasistha mei bhi kaha hai ki buddhi ko pehle teekshan karna padta
hai ,, phir usse aapne ko aap hi mukti milti hai ,, koi dusra nai aata
mukt karane
hariom

On Apr 30, 12:47 pm, "satya.hariom" <satya.har...@gmail.com> wrote:
> Sab budhimaan tho nahi hothe, jo budhi pradaan nahi hain, unko kya karna chahiye?
>
> Sent from my iPhone
>

mukesh bhatia

unread,
Apr 30, 2012, 9:53:07 AM4/30/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
tadap badane ke liye hum aatm gyan/saakshaatkar kaa mahatv samaj naa hogaa, hum issko jitnaa matav denge utnee tadap jyada hogi, issko hum apne priority banana hogaa tabhi tadap badegee andar se, aap kisi chiz ko jitnaa importance dete hai usskee value utnee jyadaa hotee hai, aatm saakshaatkar karnne ko jab hum sabse jyada importance denge tabhi tadap bhi highest hogee...

Aatm saakshaatkar/gyan kee importance padhiye niche di hui link par:

aur

Regards,
Mukesh
Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages