Hari Om Ji
Gudavidya Jaganmaya dehaschagyanasambhava
vigyanam yatprasaden Gurushabden kathyate
Sharir agyaan se utpanna hua hain aise iska arth hain.
Prashna
Aatma jab sharir roop mein pravesh karti hain to aatma ka gyaan, samarthya, sukh, shanti, prasannata kaise kho jaati hain?
Aatma to har samay, har jagah, gyaani, sukhi, shanti, samadhani hota hain to sharir mein pravesh karne ke baad mein itne aasani se ye saare shaktiyaan kaise kho jaati hain?
Krupaya karke samjhaiye.
Narayan Hari
Sakshi jyon ka tyon |