Hari Om
In addition to the 3 good points, I am mentioning few more points that may help in increasing the tadap:-
4) Guru sewa - Guru ki sewa jyaada se jyaada kare to tadap apne aap badegi
5) Maun
6) Guru-gita Shlok 91 - Moksha ki aakansha karnewalo ko Guru bhakti khoob karni chahiye, kyoon ki Gurudev ke dwara hi param moksha ki prapti hoti hain. Iss mein agar Guru bhakti khoob kare to tadap apne aap badegi.
7) Mahan Santon ke charitra
|