gyan

20 views
Skip to first unread message

Shankarhariomh

unread,
Jun 20, 2012, 9:15:06 AM6/20/12
to Udeshya Aatm Saakshaatkar, Aatm gyan, Brahmi stithi
bhakti badi ya gyan ? I mean keval bhakti se ya gyan se shakshatkaar
kiya ja sakta hai ?

mukesh bhatia

unread,
Jun 20, 2012, 12:26:31 PM6/20/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
Saakshaatkar ke char mukh marg hai gyan marg, karm marg, bhakti marg aur yog marg...

aapnee ruchi anusaar marg chunnaa chahiye aur ussme tatpaartaa se lagnaa chahiye... baaki saakshaatkar keval gurukripaa se hogaa, seva, sadhana seh paatrataa banegee guru kripaa pachaane kee...

guru kripaa hee!



2012/6/20 Shankarhariomh <anirud...@gmail.com>

bhaktesh bhatt

unread,
Jun 20, 2012, 11:49:57 PM6/20/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com


ha Gyan Aur Bhakti Do no Bade he , ek dusre ke purak he ! Parambh me Bhakti karte karte Gyan me Ruchi ho jaye gi bad me tatavgyan ho kar shakshatkar hota he , Eaisa Bhmraveta Guru aur Jivan mukto ka Anubhav he. " Moksh Mulam Guru Kripa "

bhaktesh bhatt

unread,
Jun 20, 2012, 11:50:12 PM6/20/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com


On Wednesday, June 20, 2012 6:45:06 PM UTC+5:30, Shankarhariomh wrote:

budh pal singh Chandel

unread,
Jun 21, 2012, 2:42:53 AM6/21/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
ज्ञान ,क्योकि ज्ञान से ही भक्ति आती है ,बिना ज्ञान सब सूंन !!!

2012/6/20 Shankarhariomh <anirud...@gmail.com>

bhakti badi ya gyan ? I mean keval bhakti se ya gyan se  shakshatkaar
kiya ja sakta hai ?



--
B P S Chandel  09893512991
VISHIST AND JIVAN-DANI SADASHY
BHARAT SWABHIMAN(TRUST)
JABALPUR , MADHYA PRADESH







Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages