One line can change your life...

9 views
Skip to first unread message

mukesh bhatia

unread,
May 28, 2012, 4:31:28 AM5/28/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
Vashishtji bole "He Raamji, jo purush manushya sharir paakar bhi Aatm padd paane kaa yatna nahi kartaa wo bade dukh ko prapt hotaa hai..."

Agar sirf yeh ek panktee digest ho jaay aur udeshy ishwar prapti = Aatma saakshaatkar ban jaay to kalyan ho jaay...

Regards,
Mukesh

sushil shinde

unread,
May 28, 2012, 4:38:23 AM5/28/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com

Kathinai to ye hai ke negative marking yani acchai se jadya jaruri hai boorai se bachana.main accha karm ka vishwas deta hui par mohwash burai mere punya ko kam karti hai shayad.

mukesh bhatia

unread,
May 28, 2012, 4:41:01 AM5/28/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
aap imandari udeshy aatm saakshaatkar banaa log toh saare sadh gunn aap mein aa jayenge aur aap chahkar bhi neech karm nahi kar paaoge...

Regards

Rupesh Rane

unread,
May 28, 2012, 4:46:54 AM5/28/12
to udeshya-aatm-saakshaatka...@googlegroups.com
Koi guided meditation ke liye madat kar sakte hai kya?
Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages