__._,_.___
![]()
Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani sang tere bitaani
Tujh mein basi hain meri jaan haai
Jiya dhadak dhadak jaayen![]()
Kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe
Inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa
Kehna kabhi to mera maan haai
Jiya dhadak dhadak jaayen
Lagta hain yeh kyu mujhe
Sadiyon se chaahu tujhe
Mere sapno mein aake apna mujhko banake
Mujhpe tu kar ehsaan haai
Jiya dhadak dhadak jaayen
Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani sang tere hain bitani
Tujh mein basi hain meri jaan haai
Jiya dhadak dhadak jaayen![]()
![]()
By- RAJneeshPh.09939009426
.![]()
__,_._,___