agar aap kisi se mohabbat karthe hain.par aapko pata nahi ki usse nikaah karna chahiye ya nahi tab aapko ye dua karni chahiye isse aapko Allah Talah ki manjuri ka pata chal jaega.usse aapko nikaah karne me assani milegi or aap nikaah ka fasla lene ki madat milegi.
Ab ap log soch rahe honge ki faal kholna galat hain ya sahi hain? Dekhiye faal kholne ka matlab ye nahi hain ki ap apna future dekho. Faal khole ka matlab ye hota hain ki ap ye dekh lo ki ap par kuch karya hua to nahi hain ya fir uska solution kya hain.
Yani ek tarike se jaise apne ishtikhara karte hain vaisa hi Naam se faal nikalne ka tarika hota hain. Faal kholne ka matlab sirf yahi hain ki ap log check karein ki ager ham koi kaam kar rahe hain to vo hamare haq mein behtar hai ya nahi. Ya fir ham koi kaam shuru karna chahte hain to vo hamare liye sahi hoga ya nahi hoga?
Faalnama kholne ke liye ap sabse pahle taza wuzu kar lijiye. Ham niche apko ek tasweer de rahe hain. Ager ho sake to uska photostate karwa lein varna ap is naksh ko hubohu ek safed kagaz par likh saktey hain. Uske baad ap Surah Fatiha padh lein.
c80f0f1006