Sochta Tha Ki Woh Kitne Masoom The Mp3 Download

0 views
Skip to first unread message

Kansas Eiffel

unread,
Aug 5, 2024, 4:43:26 AM8/5/24
to suskazywork
Janewale humari mehfil sayChaand taaro ko sath leta jaHum khizaan se nibah ker len gaTu baharo ko sath leta jaAchi soorat ko sanwarne ki zarorat kya haiSaadgi main bhi qayamat ki ada hoti haiTum jo aa jate ho masjid me ada kerne namazTum ko maloom he kitno ki qaza hoti haiKoi hansay tu tujhe ghum lage hansi na lageKay dil lagi bhi tere dil ko dil lagi na lageTu roz roya kre outh k chaand raato mainKhuda kare tera merey begar ji na lageTanhai me faryaad tu ker sakta hoVirane ko abad tu ker sakta hoJab chaho tumhe mil nhi sakta lekinJab chaho tumhe yaad tu ker sakta hoSochta hon kay wo kitne masoom thayKoi bhi waqt ho hans ker guzar leta hoKhizaan ka dor me ehad-e-bahar leta hoGul o se rang sitaroon se roshni le kerJamal-e-yaar ka naqsha utar leta hoUs k nazdik ghum-e-tark e wafa kuch bhi nahiMutmain aesay hain wo jese huwa kuch bhi nahiAb tu hathon se lakeeren bhi mitti jati hainUs ko kho ker tu mere pass raha kuch b nhiKal bicharna tu phir ehad-e-wafa soch k bandhAbi aghaz-e-mohabbat he gaya kuch b nahiMain tu is wastay chup ho k tamasha na baneTu smajta he mujhe tujh se gila kuch b nahiSochta ho kay wo kitne masoom thayKya se kya ho gaye dekhte dekhteMain ne pathar se jin ko banaya sanamWo khuda ho gaye dekhte dekhteJin pathro ko hum ne ataa ki thi dharkaneWo bolne lage tu hum hi pe baras pareMera hathon se tarashay howay pathar k sanamMera hi samne Bhagwan banay bethe hainHashar hai wehshat-e-dil ki awargiHum se pucho mohabbat ki deewangiJo pata puchte the kisi ka kabhiLa pata ho gaye dekhte dekhteHum se ye soch ker koi wada karoEk waday pe umeren guzar jain giYe he dunya yahan kitne ehal-e-wafaBewafa ho gaye dekhte dekhteDin chup gaya sooraj ka kahi naam nhi haiO wada shikan ab bhi teri shaam nahi haiShab-e-wada ye raha kerte hain baten dil seDekhain yaar aata he pehle ka qaza aati heKal se be kal ho bhala khaak mujhe kal aayeKal ka wada tha na wo aaj aaye na wo kal aayeRoz ka intezar kon kare ap ka aitabar kon kareHo chuka wada k kab aaiye ga dekhye ab na bhool jaiye gaBhala koi wada khilafi ki had heHisaab apne dil me laga ker tu sochoQayamat ka din aa gaya rafta raftaMulaqat ka din badalte badalteHum se ye soch ker koi wada karoEk waday pe umeren guzar jain giYe he dunya yahan kitne ehal-e-wafabewafa ho gaye dekhte dekhteGhair ki baat tasleem kya kijyeAb tu khud per bhi hum ko bharoosa nhiApna saya smajhte the jin ko kabhiWo juda ho gaye dekhte dekhteSochta ho kay wo kitne masoom thayKya se kya ho gaye dekhte dekhte..!!

3a8082e126
Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages