Bismillah hirrahmaa nirraheem
Assalatu wassalamu alaika Ya Rasoollallaah (Swallallaahu alaihi wa sallam)
Alhumdulillaah (Azzawajal) Aaj Shab-e-Barat ke mubarak lamhaat me, Al-Hussain Foundation ke janib se Adaad-e-Mubashrat (Roman english) ebook/pdf online shaya kiya jaraha hai.
Tamaam shadi shuda islami bhaiyoun se guzarish hai ke, ye pdf ek martaba zaroor ba zaroor pade
Allaah azzawajal apne Pyare Habeeb (Swallallaahu alaihi wa sallam) ke sadqe me is khidmaat ko qubul formaye.