Pyaar Zindagi Hai Lyrics from film Muqaddar Ka Sikandar is written by Anjaan, its music is composed by duo Kalyanji and Anandji while Pyaar Zindagi Hai Pyaar Bandagi Hai is sung by Lata Mangeshkar, Asha Bhosle and Mahendra Kapoor. Muqaddar Ka Sikandar is a 1978 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Rekha and Vinod Khanna.
Dekh hamein koi jale, koi jale haath male
Tu jo mere saath chale logon se kya darna yahan
Pyaar yahaan jo na kare, khaak jiye khak mare
Yaar mere tere liye jeena yahan, marna yahan
Mar ke bhi na mite jo yeh woh deewanagi hai
Mar ke bhi na mite jo yeh woh deewanagi hai
Pyaar bina kya jeena, yeh bhi koi zindagi hai
Pyaar zindagi hai
O pyaar bandagi hai, bandagi hai
Yahulla yahulla ho ya allah
Yahulla yahulla ho ya allah