YeAankhen Ye Masti - Qayamat Qayamat Lyrics of Deewane (2000): This is a lovely song from Deewane starring Urmila Matondkar, Mahima Choudhary, Shivaji Satam and Johny Lever. It is sung by Sukhwinder Singh and Alka Yagnik and composed by Sanjeev Darshan. Deewane is a 2000 Hindi movie starring Urmila Matondkar, Mahima Choudhary and Shivaji Satam.
Aashiq hai kaun woh tum aashiqui ho jiski?
Shayar hai kaun woh tum shayari ho jiski?
Huye tum deewane yoon hi to nahin
Chala koi jaadu kahin na kahin
Kahin na kahin
Haan kahin na kahin, kahin na kahin
Yeh jaadu, yeh jaadu, yeh jaadu
Yeh rangat, yeh rangat
Yeh jalwa, yeh jalwa
Yeh jalwa, yeh jawani
Dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
Badla hai aaj kyun andaaz yeh tumhara?
Karoon kya koi zor chalta nahin
Sambhaale se bhi dil sambhalta nahin
Sambhalta nahin
Haan sambhalta nahin, sambhalta nahin
Yeh maujein la la la la la la
Yeh saagar la la la la la la
Yeh havaaein, yeh mausam la la la la la la
Yeh mehfil, yeh nagma
Yeh shokhi, yeh aalam
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
3a8082e126