Desi patni is a most wonderful

1 view
Skip to first unread message

Vijendra Jadhav

unread,
Jan 12, 2011, 5:29:43 AM1/12/11
to Kousar Shaikh, sachin bapu kurade, sarkarivasahat, sachin kurade


लाभले अम्हास भाग्य बोलतो मराठी । जाहलो खरेच धन्य ऐकतो मराठी ॥
धर्म, पंथ, जात एक जाणतो मराठी । एवढ्या जगात माय मानतो मराठी ॥

Husband: aaj khane mein kya banaogi?

Wife: Jo aap kaho

H: Dal chawal bana lo
W: Abhi kal hi to khaye the

H: to sabji roti bana lo
W: bacche nahi khayenge

H: to chhole puri bana lo
W: mujhe heavy heavy lagta hai

H: eggs bhurji bana lo
W: aaj guruvaar hai

H: paraanthe?
W: raat ko paraanthe kaun khata hai??

H: Hotel se mangwa lete hain?
W: roz roz hotel ka nahi khana chahiye

H: kadhi chawal?
W: dahi nahi hai

H: idly sambar?
W: usme time lagega.pehle bolna chahiye tha na!!

H: maggi hi bana lo, usme time nahi lagega
W: woh koi meal thodi hai? Pet nahi bharta

H: phir ab kya banaogi?
W: wo jo aap kaho

Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages