Dosti

0 views
Skip to first unread message

Vijendra Jadhav

unread,
Dec 29, 2010, 2:08:57 AM12/29/10
to sachin kurade, sarkarivasahat


लाभले अम्हास भाग्य बोलतो मराठी । जाहलो खरेच धन्य ऐकतो मराठी ॥
धर्म, पंथ, जात एक जाणतो मराठी । एवढ्या जगात माय मानतो मराठी ॥
 
 
 
Karo Karam Ya Sitam,Gila Ham Nahi Karte,

Pathar Pe Yakinan Phul Khila Nahi Karte,

Mita Do Hamko Dil Se Magar Khyal Rahe,

Hum Jaise Dost Dobara Mila Nahi Karte !!

 

Humari Galatiyon Ko Bhulaate Rehna, 

Zindagi Bhar Dosti Nibhaate Rehna

Agar Hum Na Chal Sake Aap Ke Saath 

To Aap Hi Kadam Se Kadam Milaate Rehna !!

 

Nishana Jo Le Wo Survir,Nishane Pe Jo Lag Jaye Wo Tir,

Dil Me Jo Utar Jaye Wo Tasvir,Tere Jaise Dost Ki Saath 

Mil Jaye  Wo Achi Taqdir !!

 

Dosti Se Qeemti Koi Jageer Nahi 

Dosti Se Khubsorat Koi Tasver Nahi 

Dosti To Sirf Ek Kaccha Dhaga Hai

 Dhage Se Majboot Koi Janjer Nahi !!

 

"Dost" Ho To Aanshu Ki Bhi Shaan Hoti Hai, 

"Dost" Na Ho To Mehfil Bhi Shamshaan Hoti Hai, 

Saara Khel To "Dosti" Ka Hai, Verna 

"Janaza" Aur "Baraat" Ek Samaan Hoti Hai !!

 

Bhehti Hawa Me Khusbu He Tumhari 

Mere Dil Ke Aayine Me Surat He Tumhari 

Is Jism Me Jo Mar Ke B Na Mit Sake 

Woh Sirf Or Sirf Dosti He Tumhari  !!

 

Jo Wajood Nahin Wo Hasti Kis Kaam Ki,

Jo Maza Na De Wo Masti Kis Kaam Ki,

Jahan Dil Na Lage Wo Basti Kis Kaam Ki,

Aur Hum Aap Ko Yaad Na Karen,To Dosti Kis Kaam Ki !!

 

Dil Ka Dard Dil Todne Wale Kya Jane

dosti Ke Riwaz Ye Jaha Kya Jane kitni 

Takleef Hoti Hai Apno Se Dur Rahkar

ye Bus Aap Jane Ya Hum Jane !!

 

Sanso Se Pyari Yade Hai Aapaki , 

Dhadkan Se Pyari Batein Hai Aapki, 

Aap Ko Yakin Ho Na Ho Per
 
Is Zindgi Se Pyari Dosti Hai Aapaki  !!

 

Kehne Ko Shabd Nahi Hai,

Bhejne Ko Naye Sms Nahi Hai,

Par Dil Se 1 Baat Kehte Hai

aapna Khayal Rakhna Kyunki Hamare Paas 

Aap Jaisa Dusra Dost Nahi Hai !

Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages