Shaheed zia-ul-haq with wife
Dr.Parveen Azaad .....
Hum ko aapki shahadat pe fakh'r hai ...
Aapki shahadat Hindustan ko ek or shahadat hai hamari jaanbazI or mulk pe nisaar honey ke jazbe ki.
Yahiin pe hum ne janam liya hai
Yahiin pe hum ko marna hai
Yahiin piyenge jaam e shahadat
Yahiin pe sajda karna hai
Hum hain Hindustan ke waasi
Hamara Hindustan ...
Allah Shaheed zia-ul-haq ki maghfirat kare
Unko jannat ul firdaus me aalaa muqaam ataa kare
Aameen
Summa Aameen