Google Groups no longer supports new Usenet posts or subscriptions. Historical content remains viewable.
Dismiss

GEETanjali: jab tum chale jaaoge... aaj mujhe tum apanii tasaviir

29 views
Skip to first unread message

Abhijit

unread,
Mar 9, 2005, 9:27:17 PM3/9/05
to
% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{jab tum chale jaaoge... aaj mujhe tum apanii tasaviir}%
\film{Bullet}%
\year{1976}%
\starring{Dev Anand}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%
%
% Audio on: HMV
% Contributor: Abhijit Deonath
% Transliterator: Abhijit Deonath
% Date: 9 Mar 2005
% Series: GEETanjali, THGHT
% Comments: Credits: Saikat Choudhary
% generated using giitaayan
%
\printtitle
#indian
%
jab tum chale jaaoge to yaad bahut aaoge
tum chale jaaoge yaad bahut aaoge
jab tum chale jaaoge to yaad bahut aaoge
dil bahalaane kii koii tadabiir dete jaanaa
aaj mujhe tum apanii tasaviir dete jaanaa


merii aa.Nkho.n ne ik Kwaab dekhaa hai
jaise kaa.NTo.n me.n gulaab dekhaa hai
kisii chehare pe naqaab dekhaa hai
merii aa.Nkho.n ne ik Kwaab dehkaa hai
tum mere is Kwaab kii taabiir dete jaanaa
aaj mujhe tum \.\.\.


aisaa naa ho mai.n majabuur ho jaauu.N
aake paas tumase duur ho jaauu.N
shiishe kii tarah mai.n chuur ho jaauu.N
aisaa naa ho mai.n majabuur ho jaauu.N
mere haatho.n se merii taqadiir dete jaanaa
aaj mujhe tum \.\.\.

chand log dhokhebaaz hote hai.n
unake dil me.n kuchh raaz hote hai.n
dillagii ke bhii andaaz hote hai.n
chand log dhokhebaaz hote hai.n
kasmo.n vaado.n kii koii za.njiiir dete jaanaa
aaj mujhe tum \.\.\.

%
#endindian
\endsong

Abhijit

unread,
Mar 9, 2005, 9:46:48 PM3/9/05
to
Apologies... some corrections noted.

Abhijit wrote:
>
> merii aa.Nkho.n ne ik Kwaab dehkaa hai

dekhaa

> kasmo.n vaado.n kii koii za.njiiir dete jaanaa

za.njiir

Trying to post in Nagari:

जब तुम चले जाओगे तो याद
बहुत आओगे
तुम चले जाओगे याद बहुत आओगे

जब तुम चले जाओगे तो याद
बहुत आओगे
दिल बहलाने की कोई तदबीर
देते जाना
आज मुझे तुम अपनी तसवीर देते
जाना

मेरी आँखों ने इक ख़्वाब देखा
है
जैसे काँटों में गुलाब देखा
है
किसी चेहरे पे नक़ाब देखा है
मेरी आँखों ने इक ख़्वाब देखा
है
तुम मेरे इस ख़्वाब की ताबीर
देते जाना
आज मुझे तुम ॰॰॰

ऐसा ना हो मैं मजबूर हो जाऊँ
आके पास तुमसे दूर हो जाऊँ
शीशे की तरह मैं चूर हो जाऊँ
ऐसा ना हो मैं मजबूर हो जाऊँ
मेरे हाथों से मेरी तक़दीर
देते जाना
आज मुझे तुम ॰॰॰

चन्द लोग धोखेबाज़ होते हैं
उनके दिल में कुछ राज़ होते
हैं
दिल्लगी के भी अन्दाज़ होते
हैं
चन्द लोग धोखेबाज़ होते हैं
कस्मों वादों की कोई ज़ंजीर
देते जाना
आज मुझे तुम ॰॰॰

0 new messages