<<
Can you list some well-known songs on Yaad--enough to make up a CD?.
Shouldnt be too recherche--more like the following
Yaadonka Sahaara Na Hota
Thumhe yaad hoga
Yaad Na Aaye Beethe Dinonka
Yaad need not occur explicitly--eg, Woh Shyaam Kuch Ajeeb thi
The initial lines, film ,singer.
>>
Can you give your ideas? Looks like what is needed is
not an exhaustive listing of all possible songs involving
"yaad", but the best ones--or rather, the most "memorable"
ones!
Thanks.
Ashok
Yaadonka Sahaara Na Hota
Thumhe yaad hoga
Yaad Na Aaye Beethe Dinonka
ADD
LO AA GAYEE, UNAKI YAAD, WOH NAHINE AYE :Do Badan
Woh Din Yaad Karo : Humrahi
Yaad Main Teri jaag, jaag ke hum : Mere Mehboob
Woh bhooli dastan lo phir yaad aa gaye : Sanjog
Yaad Jab aye Teri, : Moher
Yadone ki Barat : Yadone Ki baarat
RSC
More additions:
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Patita
Yaadon ki baaraat nikli hai aa..... Yaadon Kii Baaraat
Yaadon mein woh sapnon mein woh Swami
Yaad rakhna chaand taaro Anokha Pyaar
kyon yaad aa rahe hain guzre hue Anmol Ghadi
Phir yaad aa rahe hain, yaad aane waale Anmol Ratan
Yaad karoge yaad karoge ik din humko Do Bhai
Happy listenings.
Satish Kalra
Na bhulaana == yaad karna.
-Vandana
"Ashok" <adhar...@worldbank.org> wrote in message
news:9j5gf...@enews2.newsguy.com...
Aap ne yaad dilaya to mujhe yaad aaya (Aarti)
Dil ne phir yaad kiya (Dil ne phir yaad kiya)
Bhoolne waale yaad na aa (?)
Shalini
adhar...@worldbank.org (Ashok) wrote in message news:<9j5gf...@enews2.newsguy.com>...
And some more
Tumhe yaad karte karte - Amrapali
Yaad aane lagi, dil dukhaane lagi - Daman
Meri yaad me tumna aa.nsoo bahaana - Ashiana
Tum apani yaadbhii dil se bhulaa jaate to acchaa tha -
Parchha_iyaa?? - Talat,Lata
Jinhe ham bhulanaa chaahe, vo aksar yaad aate hain -
?? -Mukesh
Yun chhup chhupke chupake chupake, meraa aanaa, yaad rahe
bhool naa jaanaa - Tarana
Yaad aagayii, bekasii chhaa gayii - Nagina
Bhuul gayaa sab kuchh, yaad nahi ab kuchh - Julie
Bhuulane waale yaad na aa- Anokhi Ada
Dil ne phir yaad kiyaa - Mahal and Dil ne phir yaad kiya
Anant
Some songs that I like:
- bhoolane waale yaad na aa
- yaad aa gayi wo nashili nighaaein
- phir tumhaari yaad aayi e sanam
- phir teri yaad naye phool khilaane aayi
- lo phir yaad kisi ki aayi ...aankh mein aansu bhar laayi
- vo jab yaad aaye bahot yaad aaye
- vo din yaad karo vo din yaad karo..wo chhip chhip ke milana...
- yaad aake hardam sataaye...aaj takdiir bhi hamse roothi..(something something)
- tumhein yaad karte karte jaaegi rayn saari
- ye hasarat thi ki is duniya mein bas do kaam kar jaate..
- phir teri kahanni yaad aayi..phir tera fasaana yaad ayaa
- phir wohi shaam wo gham wohi tanhaayi hai
- raat bhar...aapki yaad aati rahi...raat bhar chasm_____ muskuraati rahi
- karoge yaad to har baat yaad aayegi...guzarte waqt ki har mauj thehar jaaegi
- main jab bhi akeli hoti hun tum chupakse aa jaate ho
- akela gaya thha main..na aaya akela..mere sang sang aaya teri yaadon ka mela
- teri yaad mein jalkar dekh liya ab aag mein jalkar dekhenge..
- tum kya jaano tumhaari yaad mein ham kitana roye..
that is all I can remember now..
--
Neha
Yes, except that the mukhda of this song has "miTaa denaa", not "bhulaa denaa".
Sanjeev
Yaad na jaaye biite dino.n kii
karoge yaad to har baat yaad aayegii
mujhe bhuul jaanaa agar ho sake, na phir yaad aanaa agar ho sake
tum mujhe yoo.n bhulaa naa paaoge
yaad aa gayii vo nashili nigaahe.n, yaaro thaam lena thaam lenaa meri baahe.n
chalate chalate mere ye giit yaad rakhanaa
-MOhan
"Vandana" <vandana...@yahoo.com> wrote in message news:<9j78po$lrma5$1...@ID-89388.news.dfncis.de>...
Some problem with my Yaad, that is, memory.
wasn't this song was "Yaad na [jaaye], beete dinon ki" - dil ek mandir
one song having yaad.
-"kuchh yaad unhe bhi kar lo, jo laut ke ghar na aaye" from ae mere
watan ke logo.n
latest album of loudmouth from the film having same name may have some
nos.
-Rawat
naam gum jaayegaa, chaharaa ye badal jaayegaa
merii aavaaz hii pahachaan hai gar yaad rahe
-s
Here are a few more:
ik yaad kisii kii yaad rahii aur saarii duniyaa bhuul ga_e
Suraiya/G.M.Durrani:Shama 1944
yaad na kar dil-e-hazii.n bhuulii huvii kahaaniyaa.n
Surinder
tuu nahii.n to aasraa hai mujh ko terii yaad kaa
Shamshad Begum:Shirin Farhaad 1945
ang.Daa_ii terii yaad me.n aa_ii
Shamshad Begum:Shirin Farhaad 1945
bhuulne valle bhuul ga_e ab yaad kiyuu.n aa ke sataa_e
Nirmala Devi
yaad rakhnaa mujhe yaad rakhnaa
Geeta Roy/Kishor:Do Bhai or Ziddi
sapne me.n sajan se do baate.n ik yaad rahii ik bhuul ga_e
Lata Mangeshkar
beThii huun terii yaad kaa lekar ki sahaaraa
Noor Jahan:Village Girl
kis tarah bhuule gaa dil unakaa Kayaal aayaa hu_vaa
Noor Jahan:Village Girl
pardesii kiyuu.n yaad aataa hai
Sitara Kawnpurvali:Man Ki Jeet
aatii hai yaad ham ko janvarii farvrii
Asha/GMDurrani
yadd aa_ii aadhii raat ko kal raat kii taubaa
Mukesh
jhume re nilaa ambar jhume,dhartii ko chuume,
usako yaad kar ke meraa dil bhii jhumee
Talat
kabhii yaad kar ke galii paar kar ke chalii aanaa
Chitalkar/Bina Pani Mukerji:Safar 1946
nahiin faryaad karte ham tujhe bas yaad karte ham
Shamshad
naa tum aa_e naa niind aa_ii tumhaarii yaad hii aa_ii
Shamshad
yaad karuu.n torii batiyaan
Suraiya:Mr Lambu
mere piyaa ga_e rangoon.....tumharii yaad sataati
hai
Shamshad/Chitalkar
kuch yaad rahe to su kar jaa
Kanan Bala:Jawab
Urzung Khan
...............................................
kabira,faqirii duur hai jaise pe.D khajuur
cha.De to amrat-ras mile,gire to chakna-chuur
...............................................
Going through the thread, I made a rough count and
it seems RMIMers have collectively given a list of
about 45 songs !
Here are a few more : I hope there is no repetition.
Hum chhoR chale haiN mehfil ko, yaad aaye kabhi
to mat rona (Mukesh, "Ji Chaahta Hai")
KahaaN ho tum zara aawaaz do hum yaad karte haiN
(Mukesh, Lata, "Malhar")
Teri yaad dil se bhulaane chala hooN
(Mukesh, "Hariyaali Aur Raasta)
BaiThi hooN teri yaad ka lekar ke sahaara
(Noor JahaN, "GaoN ki Gori")
Yaad piya ki aane lagi, haye bheegi bheegi...
(Phalguni Pathak, used in a film stg. Mahima C.
Can't recall the name, though)
Kahanaa ek diwaana teri yaad men aaheN bharta hai
(Rafi, "Laila MajnooN" 1977 film stg. Rishi K.)
Bachpan ki muhabbat ko dil se na juda karna
Jab yaad meri aaye, milne ki duaa karna
(Lata, "Baiju Bawra")
If the sentiment itself, rather than the actual word,
is taken into account, then two more :
Bhula nahiN dena ji bhula nahiN dena
Zamaana KHaraab hai....
(Lata, Rafi, "Baradari")
Yeh vaada karo chaaNd ke saamne
Bhula to na doge mere pyaar ko
(Lata, Mukesh, "Raaj HaTh")
I am sure there must be many more.
A few comments about a couple of songs mentioned in
earlier responses :
"Meri yaad men tum na aaNsoo bahaana". I think this
is from "Madhosh" and not "Aashiyana".
"Yaad aagayi, bekasi chha gayi" --- "Nagina"
I think the words are "Yaad aayi hai,
Bekasi chhayi hai....AaNkh bhar aayi hai".
"Tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achha tha".
This is probably from "Yaasmin", rather than
"ParchhaiyaN".
Afzal
- dn
The lyrics to most of these and other songs that have been listed in
this
thread are available in the ISB
http://homepage.mac.com/itrans
Vijay
Premnagar/SD Burman
The number of songs cited is enough to make four or even
5 CDs ! Two more that come to mind :
Sapne men sajan se do baateN, ik Yaad rahi ik bhool gaye
Jab jab phool khile, tujhe yaad kiya......
(Talat, "Shikast")
Even if only one CD was to be made, I think these two
must find a place there.
Afzal