I would be very happy if anyone out there can translate the lyric below
from the movie
"Mann" to english.
Thanking you inadvance.
Mera mann, kyun tumhen chaahee, mera mann
Na jaane-e, jurd gaya kaise-e, yeh bandhan
Kaisi ye deewaangi, kaisa ye, deewaana pan
Main deewani bangayi, tum ne aisa kya kiya
Meri neenden loout-li, chain bhi-i mera liya
Mera dil meri jaan ho, tum abhi naadan ho
Ishq se anjaan ho-oh ho-oh
Pyar kahete hai kisse, hota hai ye dard kya
Aaj paheli baar ye, maine jaana dil ruba
Jaagi jaagi so gayi, kis jahan mein kho gayi
Kya se kya hogayi-i