What a delightful song! The interplay of conversation and lyrics is
pulled off very neatly. I am recollecting the song lyrics from memory
but they should be very nearly correct. The movie itself is best left
forgotten.
Movie: Gharonda
*ing: Amol Palekar, Zarina Wahab
MD: Jaidev
Lyrics: Gulzar
Playback: Bhupendra, Runa Laila
M[conversationally]: Ek deewana shaher mein
F: Ek deewana nahin, ek deewani bhi
M: Hmm? hmm-hmm. [it is hard to transcribe sounds! :-)]
M: Do deewane shaher mein, raat mein aur dopaher mein
Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
F: Do deewane shaher mein, raat mein aur dopaher mein
Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
F: In bhool bhulaiya gaaliyon mein apna bhi koi ghar hoga
ambar pe khulegi khidki ya khidki pe khula ambar hoga
M: In bhool bhulaiya gaaliyon mein apna bhi koi ghar hoga
ambar pe khulegi khidki ya khidki pe khula ambar hoga
asmani rang ki ankhon mein
F: asmani ya Aasmani ?
M: asmani rang ki ankhon mein
basne ka bahana dhoondte hain, dhoondte hain
F: Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
M: Jab taare zameen par chalte hain
F: Taare aur zameen par?
M: Of course
M: Jab taare zameen par chalte hain
F: Hmmm hmmm
M: Akash zameen ho jaata hain
F: Aaa aaa aa
M: Us raat nahin phir ghar jaata, woh chaand yahin so jaata hain
F: Jab taare zameen par chalte hain
Akash zameen ho jaata hain
Us raat nahin phir ghar jaata, woh chaand yahin so jaata hain
M: Pal bhar ke liye
F: Pal bhar ke liye
M: Pal bhar ke liye, in ankhon hum ek zamana dhoondte hain, dhoondte hain
F: Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
Paheli
-------------------------------------------------------------------------
To find out more about the anon service, send mail to he...@anon.penet.fi.
Due to the double-blind, any mail replies to this message will be anonymized,
and an anonymous id will be allocated automatically. You have been warned.
Please report any problems, inappropriate use etc. to ad...@anon.penet.fi.
>What a delightful song! The interplay of conversation and lyrics is
>pulled off very neatly. I am recollecting the song lyrics from memory
>but they should be very nearly correct. The movie itself is best left
>forgotten.
>Movie: Gharonda
>*ing: Amol Palekar, Zarina Wahab
>MD: Jaidev
>Lyrics: Gulzar
>Playback: Bhupendra, Runa Laila
>M[conversationally]: Ek deewana shaher mein
>F: Ek deewana nahin, ek deewani bhi
>M: Hmm? hmm-hmm. [it is hard to transcribe sounds! :-)]
>M: Do deewane shaher mein, raat mein aur dopaher mein
> Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
>F: Do deewane shaher mein, raat mein aur dopaher mein
> Aabudana dhoondte hain, ek aashiana dhoondte hain
<rest of lyrics deleted>
I dont agree with the comment about the movie. I seem to remember that
Dr. Shriram Lagoo (sp?) and Zarina Wahab have acted quite well in this movie.
The storyline may not be the most original, but its not bad. And now
for the music content. This movie also had the sad version of the song -
Ek akela is shaher mein,
raat mein aur dopaher mein,
aabudana dhoondta hai,
aashiana dhoondta hai,
Ek akela is shaher mein ....
Does somebody have the lyrics to this version? If so, please post.
>Paheli
What a wonderful name !! I can only guess whether or not the name is
appropriate for your personality. :-)
Thanks,
Sameer Gupta
sgu...@convex.com
ek akelA is shahar me.n
rAat aur dopahar me.n
Ab-o-dAnA DHunDHatA hai
AshiyAnA DHunDHatA hai
1.
in. umra'se lambi saDako.n'ko hamne to THaharate dekhA nahi.n
bas dauDati Firati reheti hai manzil'pe paho.nchate dekhA nahi.n
is ajanabi se shahar me.n jAnA pahechAnA DHunDHatA hai (3)
2.
din. khAli khAli bur.tana hai aur rAat hai jaise andha kua.n
in sooni andheri Ankho.n me.n A.nsu ki jagah AtA hai dhua.n
jeene'ki vajah to koi nahi.n marne'kA bahAnA DHunDHatA hai (3)
Is there one more stanza to it?
Mahesh S.