I want to start an interesting thread here on rmim. Its a request to all of
you to post some of the most beautiful, meaningful, expressive lyrics you have
come across in hindi songs/ghazals. The lines may not be the title of any
song and preferably be limited to four to five lines.
Let me quote some of the most wonderful lyrics I have discovered...
i) "Dil to ye chahe, har pal tumhen hum...bas uhin dekha karen
Mar ke bhi hum naa tummmse judaaa hon Aaoo kuch AEESA karen
Mujh mein samaaa jaa, aa paas aaa jaa.. Hum dum mere hum nasheen"
from DHKMN
These lines coupled with the music and the picturization are just
too much. My favorite.
ii) A beautiful couplet..from "Abdullah".
"Maine pucha zaam se, ki aisa mai bhi hai kahin
Zaam ne kaha.. maikashi ki kasam..Nahin Nahin..Nahinnn"
"Mai": Sharaab.
iii) This one is from the song "Ye nayan dare dare." by Talat Mahamud (?)
"Yeh raat hasin, ye chand hasin ..Tu sabse hasiinn mere dilbhar
PAR tujhse hasinnnnnnn Tera pyaar sanam."
......
Tu jaane na... ......Yeh jaam bhare bhare ..jara peene de..
I find the above lyrics *very* touching.
iv) This one is sooo true...from "Prem Pujari"
"Shokhiyon mein ghola jaye, phoolon ka shawaab
Usme phir milayee jaye ..thodi si sharaab
Hoga yun nashaaa jo taiiyaar, WOH pyar hai .."
Does any one remember Waheeda's killing eyes?! Very fitting to the
song.
v) This one is from "Umrav Jaan". I like them for their value
in self-admiration.
"Ek sirf hameen mai ko, aakhoon se pilaate hain
Kahen ko to duniya mein, maikhane hazaaron hain."
vi) Though this is just a single line, its VERY expressive.
"Tu pyaar kaa saagar hai, teriii ek buund ke pyaase hum.."
From "Seema".
I have in mind a few others too which, though worth appreciating, aren't (in
my opinion) as great as the above.
My main reason for posting this is that I know there are lots of other
beautiful lines in hindi songs which I have failed to notice and I wish
to discover them/their beauty. I'm looking forward to see some of them.
Thanks,
Himanshu.....
-------------------------------------------------------------------------------
Himanshu Gupta |
3227 Riverview Drive, #C | All days are nights to see till I see thee,
COLUMBUS. OH 43202 | And nights bright days when dreams do show me thee.
ph. (614) 262-9205 | Shakespeare.
-------------------------------------------------------------------------------
Lemme contribute some...
1. Paon chhoo lene do phoolonko inayat hogi
Varna humko nahin inko bhi shikayat hogi
Aap jo phool bichhayen unhen hum thukarhyen
Humko dar hai ke yeh tauheen-e-muhabbat hogi <tauheen=insult>
(Taj Mahal)
2. Cheeno arab hamara Hindosta hamara
Rehneko ghar nahin hai sara jahan hamara
(Phir subah hogi)
3. Baharon ko bhi naaz jis phool par tha
Wohi phool humne chuna gulistan se
(Kashmir Ki Kali, song: Isharon isharon mein)
4. Parda nahin jab koi khuda se
Bandon se parda karna kya...
(Mughal-elazam, seng: Jab Pyar Kiya to Darna Kya)
5. It's two lines from a song from 1 Musafir 1 Haseena -
I dont remember right now (though I remember the name of the movie!)
I'll post later...
-----------------------------------------------
Again, it's a great idea for those who "go for the lyrics".
Please contribute!
Vinod
(If you are not one of those who go for the lyrics,
ehjoy your "Ku ku ku ku..." from Khalnayak!) ;-)
1. ham tumhe chahte haiN aise,
marane wala koi zindagi chahta ho jaise. (Qurbaani)
2. dekh lo aaj hamko jee bhar ke,
koi aata nahiN hai fir mar ke (Bazaar)
3. tu badan hai maiN huN chhaya, tu jahaN hai maiN wahaN hun
mujhe pyar karne waale tu na ho to maiN kahaN huN
4. ye tanhai ye maiN aur tum
zameeN bhi ho gayi gumsum (Silsila)
5. toota sitara to manga tha rab se tujhko hi jaanejahaN
jo toot jayeN tare tamaam, mangu yahi ek dua
6. ho bas agar tum hamare sanam,
ham to sitaroN pe rakh deN kadam (5 & 6 from KHKN)
7. zindagi jab bhi teri bazm meN laati hai hameN
ye zameeN chaaNd se behatar nazar aati hai hameN (Umarao Zaan)
At the moment I can just remember these lines.
anurag
Bahuuut khooob, Avinash sahab.
I can't seem to find *a* word to describe this one. Its AWESOME!!
I probably must have listened to the above song (and lines) more than 50
times but, somehow, never noted the beauty hidden in these lines.
[Aside: This again reminds me of some beautiful lines, I had come across:
(Sorry, for delving into english peotry again. But I can't help it.)
How many loved your moments of glad grace,
And loved your beauty with love false or true,
But one man loved the pilgrim soul in you,
And loved the sorrows of your changing face;
W. B. Yeats.
Email me if anyone wants the full poem. ]
>
>2) Na umr ki seema ho
> Na janam ka ho bandhan
> jab pyar kare koi
> to dekhe keval man....................(Hooton se chu lo tum
> from Premgeet)
This one is great too. This song, I bet, has some other good lines too.
Another one similar to this:
"Mere pyar ki umr ho, iitni sanam
Tere naam se shuru, tere naam pe khatam" Movie: ??
>A very simple one
>
>3) Hame tum se pyaar kitna
> ye hum nahin jante
> Mar jee nahin sakte
> tumhare bina..........................(Kudrat)
I love the way it has been picturized. Intense love shown in a *very*
simple way.
Let me quote one more. This one from "Chaudvi ka chaand".
"Hooth hain jaise jheeel pe hastan hua kamal
Aaken hain jaise mai se pyale bahre hue...
Masti hai jisme pyar ki tum woh sharaab ho"
I hope the order of the above lines is correct. Does it matter ??!! I
guess not.
more later,
Thanks. I am not the only one!!
>My contribution ....
>
>1. ham tumhe chahte haiN aise,
> marane wala koi zindagi chahta ho jaise. (Qurbaani)
>
This song also has the following line, which is slightly risque:
"Tere angoon mein amrut ki dharaa"
Probably there's nothing great about it, but I like it.
>2. dekh lo aaj hamko jee bhar ke,
> koi aata nahiN hai fir mar ke (Bazaar)
>4. ye tanhai ye maiN aur tum
> zameeN bhi ho gayi gumsum (Silsila)
>
>6. ho bas agar tum hamare sanam,
> ham to sitaroN pe rakh deN kadam (5 & 6 from KHKN)
>
>
Anurag, I loved 2,4 and 6. The 6th reminds me of the following line from
"Amar prem (?)" featuring Dev and Sandhya.
"Chalti hun main taroon par, phir kyon mujhko lagtaa hai dar"
bye,
(from 1 Musafir 1 haseena)
Mujhe dar hai mujhmein guroor aa na jaye
Lagoo jhoomne main surooraa na jaye
Kahin dil na mera yeh tarif sunkar
Tumhara bane aur mujhe bhool jaye
(song: bahut shukriya)
Correxions welcome.
"Jo thhokar na khaye nahi jeet uski
jo gir ke samhal jaye hai jeet uski
nishaan manzilon ke ye pairon ke chhale
kahan ja raha hai tu ae jaane wale.."
This one is from the great Kaifi Azmi's lyrics in "Kagaz ke phool"
"Kya leke milen is duniya se, aansoo ke siwa kuchh aur nahi
kya phool hi phool the daman mein kya kanton ki bhi aas nahi
matlab ki duniya hai saari, badhne lagi bekaraari..."
Whosoever started this thread, its a great one.
Alok
In umr se lambi sadakon ko manzil pe pahunchte dekha naheen
bas daudti phirti rehti hein ham ne to theherte dekha naheen
-- ek akela is shahar mein
Dard nasha hai is madira ka vigat smritiyan saaki hai
pidaa mein anand jise ho aaye meri madhushala.
-- madhushala
Do pal ke jeewan se ek umr churani hai
-- ek pyaar ka nagma hai
more later --
Vikas
Khushi to bahut hai magar yeh bhi gam hai
Ke yeh saath apana kadam do kadam hai
Magar yeh musafir dua mangta hai
Khuda aap se phir kisi din milaye
Somebody, please tell me who wrote all this...
Thanx
Vinod
Yup, very nice thread. Hope we can see some nice stuff, although everyone's tastes may differ. Here are some of my fav. lines... will add more later.
>3. Baharon ko bhi naaz jis phool par tha
> Wohi phool humne chuna gulistan se
>(Kashmir Ki Kali, song: Isharon isharon mein)
Vinod, u stole one of them :-)
1. Sirf ahsaas hai ye, rooh se mehsoos karo
Pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do (Gulzar in KHamoshi)
2. Tum agar bhool bhi jaao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai, maine to mohabbat ki hai (The great Sahir in Didi?)
3. Ajnabi si ho magar GHair nahin lagti ho
Wahem se bhi jo ho naazuk, woh yaqueen lagti ho (Sahir again, in B ki Raat)
4. Sansaar se bhaage phirte ho, Bhagwan ko tum kya paaoge
Is lok ko apna na sake, us lok me bhi pachtaoge (Sahir in Chitralekha)
5. Tanha na kaTsakenge jawaani ke raaste
Pesh aaegi kisiki zaroorat, kabhi kabhi (Sahir in Aankhen)
(Verses like these sound better when the entire GHazal is written)
6. Umr ke jaRaao ka utaar dekhte rahen...........(Niraj in Nai umar ki nai fasal)
7. Do pal ke jeevan se, ik umr churani hai.....(A.Bakshi in Shor)
8. THehre hue palon me zamaane bitae hain (Gulzar in ThoRisi Bewafaai)
9. Ek murde ko sajakar, naam dulhan rakh diya (Shakeel in Laila Majnu [old])
10. Maang hoTon ki meeTHi hansi se bharo (???)
11. Pyaar par bas to nahin hai, mera lekin phir bhi
Tu batade ke tujhe pyaar karun ya na karun (Sahir in Sone ki ChiRiya)
12. Jab tum mujhe apna kehte ho
Apno pe GHuroor aa jaata hai................(Sahir in Waqt)
13. Dil ki naazuk ragen TooTti hain
Yaad itnaa koi na aae (Kaifi Azmi in Hanste Zaqm)
14. UTHe janaaza jo kal humara
Qasam hai tumko, na dena kaandha (Shakeel in M-e-Azam)
15. GHam aur KHushi me farq na mehsoos ho jahan
Main dil ko us muquaam pe laata chala gaya (Sahir in Hum Dono)
>Again, it's a great idea for those who "go for the lyrics".
>Please contribute!
I echo this request.... hope others will join in.
Sami Mohammed (A Naushad fan) .... and a Sahir fan!
>Vinod
zindagi ko bahut pyaar humne diyaa
maut se bhi mohabbat nibhaaye haiN hum
- "zindagi ka safar" [Safar]
saaNsoN ki sargam, dhaDkan ki binaa, sapnoN ki gitaanjali tu
man ki gali meN, mahake jo hardam, aisi juhi ki kali tu
- "phooloN ke rang se, dil ki qalam se" [Prem Pujari]
haalat pe meri chaand taareiN ro gaye shabnam
ye sham ki tanhaaiyaaN, aise meiN teraa gham
- "ye shaam ki tanhaaiyaaN" [Hariyali aur raastaa]
humse aayaa na gayaa tumse bulaayaa na gayaa
faaslaa pyaar meN donoN se miTaayaa na gayaa
- "humse aayaa na gayaa" [Dekh Kabira Roya]
khud paap karo, (par) naam hai shaitaan ka badnaam...
- "insaan bano karle bhalaai ka koi kaam" [Baiju Bawra]
...jag meiN rah jaayenge, pyaare tere bol...
Regards,
Preeti Ranjan
--
-------------------------------------------------------
--- Mukesh's voice is better than it sounds. ---
-------------------------------------------------------
# from ANAND
choti baaten, choti choti baaton ki hai yaaden badi,
bhoole nahin, bheethi hui ek choti ghadi
janam janam se tere liye hi aankhen bichai raahon mein.......
# from MERA NAAM JOKER
jane kahan gaye woh din,
kahthe the tere raah mein,
nazron ko hum bichayenge.....
chahe kahin bhi tum rahon,
chahenge tumko umr bhar,
tujhko na bhool payenge
>>>> whenever I listen to this song, reminds me of my days in India.
awright,
Prahalad
--
Prahalad Thota CLASS OF '93
School of Aerospace Engg. I.I.T Madras.
Georgia Institute of Technology
Atlanta. GO Braves, Tech, JAMUNA !
>1. Sirf ahsaas hai ye, rooh se mehsoos karo
> Pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do (Gulzar in KHamoshi)
This one is just great!! Thanks, Sami.
>
>13. Dil ki naazuk ragen TooTti hain
> Yaad itnaa koi na aae (Kaifi Azmi in Hanste Zaqm)
Wow!!
>15. GHam aur KHushi me farq na mehsoos ho jahan
> Main dil ko us muquaam pe laata chala gaya (Sahir in Hum Dono)
>
Is this from Hum Dono????? Hum Dono featured Dev Anand, Sandhya,
and Nanda, but the above lines are from the song ".....har fikr ko dhuaen
mein udata chala gaya..." which features Dilip Kumar. Isn't it?? Correct
me if I am wrong.
>>Again, it's a great idea for those who "go for the lyrics".
>>Please contribute!
>
>I echo this request.... hope others will join in.
>
>
>Sami Mohammed (A Naushad fan) .... and a Sahir fan!
Let a ADD a few more (not so great ones, IMO) to the list.
1) "Tasveer banaye kya koi, kya koi likhe tujhpe kavita
Rangon chandon mein samayegi kis tarah se teri sundarta..."
What is the line following this (....koi chap jigar jeene ke liye..)??
I forget.
[Aside: This reminds me of the following lines from a Shakespeare sonnet
(excuse me for getting into this)
"I found, or thought I found, you did exceed
The barren tender of a poet's debt:
And therefore, have I slept in your report"
"slept ...report": been neglectful in writing praisingly about you. ]
Also from the same song
"Jeevan se bhari teri aakhen, majboor karen jeene ke liya"
Its ok.
2) "Jab Hum chalen to saaya bhi apna na saath de
Jab Tum chalo, Zamin chale aasmaan chale
Jab hum ruken to saath ruke shaamen bekashi
Jab Tum ruko, bahaar ruke chaandni ruke"
The above line are from "Pyaasa". Not from any song, though.
3) "Ek kadam galat udha rahe shauk mein
Zindagi tamaam umr hamen talaash karti rahi"
I can't remember the movie (was released a couple of years
back..starring jackie, dimple, kader khan...something like "angare").
This is also not from any song.
I can't seem to remember any more. I'll keep posting as I remember them.
later,
1) From the song "tum bin jaoon kahan..." :
Kitni akeli si pahle thi yahi duniya
tumne nazar jo milaya bas gayi duniya
2) From the song "mere deewane pan ki..." :
Beadab hoon main deewana is qadar tu khafa hui
choo liya kyon badan tera tauba kaisi khata hui
Saari duniya main koi mere laayak saza nahi
3) From the song "Kahin door jab din dhal jaaye.." :
Kahin tho yeh dil kabhi mil nahi paate
kahin se nikal aayen janmon ke naate
4) From Umrao Jaan :
Jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyon hain
Zindagi roz naye rang badalti kyon hai
Tumse bichde hain to ab kisse milati hai hame
zindagi dekhiye kya rang dikhati hai hame
5) From "chingari koi bhadke..." :
majhdar mein nayya dole tho maajhi paar lagaye
maajhi jo naav duboye use koun bachaye
--
Anand Narayan anar...@magnus.acs.ohio-state.edu
Sucess is to be measured not so much by the position that one has reached
in life as by the obstacles overcome while trying to succeed.
- Booker T. Washington
>haalat pe meri chaand taareiN ro gaye shabnam
>ye sham ki tanhaaiyaaN, aise meiN teraa gham
> - "ye shaam ki tanhaaiyaaN" [Hariyali aur raastaa]
>
This song is from Aah ( Nargis, Raj Kapoor ). The movie has really good songs.
The one that is not that famous but I really like is "Sunte the naam hum,
jinka bahaar se"
Maheendra
------------------------------------------------------------------
! My life in US : ! Maheendra Kasmalkar !
! ! mk...@lehigh.edu !
! Apartment , Department ! Office (215)-758-5168 !
! Advisor and Budweiser ! Home (215)-861-4606 !
------------------------------------------------------------------
: ...ye dil ka muamla hai koi dillagi nahin...
: ...dilon ko raund kar dil apna behalaya nahin karte
: jo thukraye gayen hon unko thukraya nahin karte
: ...Mujhe sach sach bata do [kya?] ki kab dil mein samaaye the
: *Woh pehli baar mujhko, dekhkar jab muskuraye the*
Dear Poduri Ji,
In yet another matter our tastes coincide! I suspect
we are twin souls. Your fondness for the Raj/Mukesh thing is very
heartwarming.
: ...Kisiki yaad mein duniya ko hain bhulaye hue,
: Zamaana guzra hai, apna khayaal aaye hue...[From Jahaanara]
Speaking of Jahanara, here is a bit that will bring a smile to your
parched lips ( if parched those lips happen to be, that is..) :
Chhaye rahey nazar mein teri zulf ke andherey
Kahin Aaftaab chamkey kahin chaand jagmagaaye!
(Oihoihoi... maar dalaa!!!!)
(BTW, can be extremely humourous when you use it properly on a balding
friend, as I sometimes do...)
Murr-ney ki aarzoo mein hum jee rahey hain aise
Jaise ki laash apni khud hi koi uthaye!
(Ore gojob babu gojob!!!)
Both the lions are from Jab Jab Tumhen Bhulaya Tum Aur Yaad Aaye..
It has one more lion that is not so good...more a tiger or
leopard, I should say.
Vijay Kumar
Rooh ko shaad kare, dil ko jo purnoor kare,
har nazaare mein ye tanveer kahaan hoti hai..
Woh na aayen to khalish si hoti hai dil mein,
woh jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai..
azra
--
This one is kinda long, but sometimes a few words are just not enough
1) Abhi tum ko meri jaroorat nahin
bahut chahne wale mil jayenge
Abhi roop ka ek saagar ho tum
kamal jitne chahogi khil jayenge
darpan bhi tume jab darane lage
Jawani bhi daaman churane lage
tab tum mere paas aana sanam
mera dar khula hai khula hi rahega
tumhare liye..........................(Koi jab tumhara hriday tod de
from Poorab aur Paschim)
2) Na umr ki seema ho
Na janam ka ho bandhan
jab pyar kare koi
to dekhe keval man....................(Hooton se chu lo tum
from Premgeet)
A very simple one
3) Hame tum se pyaar kitna
ye hum nahin jante
Mar jee nahin sakte
tumhare bina..........................(Kudrat)
And when I feel nostalgic of days gone by
4) Din jo pakheru hote
Pinjare mein mai rakh leta
Paalta jatan se unko
Moti ke daane deta
Seene se rahta lagaye....................(Dil ek Mandir)
5) ki mar ke bhi kisiko yaad aayenge
kisi ki aansuon mein muskuraenge
kahege phool har kali se baar baar
Jina isi ka naam hai.....................(Anari)
-Avinash
***********************************************************************
If music be the food of love, Play on - Shakespeare
***********************************************************************
>>15. GHam aur KHushi me farq na mehsoos ho jahan
>> Main dil ko us muquaam pe laata chala gaya (Sahir in Hum Dono)
>>
>
> Is this from Hum Dono????? Hum Dono featured Dev Anand, Sandhya,
>and Nanda, but the above lines are from the song ".....har fikr ko dhuaen
>mein udata chala gaya..." which features Dilip Kumar. Isn't it?? Correct
>me if I am wrong.
Let me correct myself (thanx to vinod, prince). It _is_ from Hum Dono.
I was confusing the song with "Suhana safar, hai ye mausam hasin". How could
I ?? Silly me.
Hum Dono stars Sadhana and not Sandhaya. :-).
cheers,
Himanshu.
From "Mera jivan kora kagaz" (Kora Kagaz)
Kabhi ek pal bhi, kahin yeh udaasi
Dil mera bhoole
Tabhi muskurakar, dabe paon aakar
Dukh mujhe chule
From "Badi sooni sooni hai..." (Mili)
Jalne mein kya mazaa hai, parvane jaante hain
From "Pal pal dil ke paas ..." (Blackmail)
Jhoot mano to pooch le dil se
Main kahunga to rooth jaoge
From "Tum mujhe yoon bhula na ....."
Roshni ke saath kyon, dhua utha charag se ..
From "Ajeeb dastaan hai ye ..."
Jameen par sitare bichata rahoon ...
From "Tum agar saath dene ka wada karo ..."
Tumko dekha to nazren yeh kehane lagin
Humko chehere se hatna gavara nahin
From "Tum agar saath dene ka...."
Dekha na karo tum aaina,
Kahin khud ki nazar na lage
From "Chashme buddhoor ..."
Log zaalim hai, har ek baat ka tanaa denge
Baaton baaton mein mera zikar bhi le aayenge
Unke baaton ka zara sa bhi asar mat lena
Warna chehere ke taassur se samajh jaayenge
From "Baat niklegi to door talak..." (Ghazal)
And in keeping with the latest trend:
Our sweetest songs are those that tell of saddest thoughts
(Or something to that effect) By Shelly (?)
--
g.s.k. rao <r...@mira.cc.umanitoba.ca> (204) 474-8395
...ye dil ka muamla hai koi dillagi nahin...
[Fantastic piece from "Zinda hoon is tareh ki gam-e-zindagi nahin...]
...dilon ko raund kar dil apna behalaya nahin karte
jo thukraye gayen hon unko thukraya nahin karte
[From "Khayalon mein kisike, is tareh aaya nahin karte,
kisiko, bewafa aa aa ke tadpaya nahin karte..."]
...Kisiki yaad mein duniya ko hain bhulaye hue,
Zamaana guzra hai, apna khayaal aaye hue...[From Jahaanara]
...Mujhe sach sach bata do [kya?] ki kab dil mein samaaye the
*Woh pehli baar mujhko, dekhkar jab muskuraye the*
[The second line is absolutely devastating in its simplicity, IMHO]
Shall think of more...
Ramakrishna Poduri
- Yaad aa Rahi Hai, Love Story
"Mai jaanta hoon ke tum nahi ho, kahiN nahi ho
Magar ye dil keheta hai ke tume yahiN ho, yahiN kahiN ho."
- Ye kahaan aa gaye hum
"Kaise kahooN, bina tere, zindagi ye kya hogi
Zaise koee saza, koee ba-dooa hogi"
- Jiye to jiye kaise bin aapke, Saajan
"Rooth jaao agar tum to kya ho
Pal meiN aise lage, jism se jaan jaise juda ho"
- Hum tumhe chaahate haiN aise, Qurbaani
I'm sure I'll come up with more, just not now.
Gita
Great thread Himanshu !
Keep a track of all the new verses you get, please. So that a summary may
be compiled.
Here are some of the pieces I love. I can't recall the movie names of most
of them - but that's the whole point of this thread right ? :)
------------------------------
khuda bhi aasmaan se
jab zameen par dekhta hoga
mere mehbub ko kisne banaya
sochta hoga ...
{from 'khuda bhi aasmaan se ..'}
{think about God looking down from the heavens,
scratching his chin and wondering to himself - 'hey I didn't
make her'} :-) :-)
------------------------------
bejaan rah gaye hum
wo muskura rahi hai
wo dekho mujhse rooth kar
meri jaan ja rahi hai ...
{from 'tumne kisi ki jaan ko, jaate hue dekha hai ..'}
{I am surprised Himanshu you didn't mention this one !}
------------------------------
jhuki jhuki nigaaho mein bhi hai balaa ki shokhiyaan
dabi dabi hansi mein bhi kadak rahi hai bijliyaan
shabaab aapka nashe mein khud hi choor choor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai ...
{from 'aapke haseen rukh pe aaj naya noor hai ..'}
------------------------------
hai wo reshmi zulfon se tapakta paani
phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani ...
{from 'zindagi bhar nahi bhulegi ..', Barsaat ki Raat}
------------------------------
is rang mein koi ji le agar,
marne ka use gham kya hoga,
jab raat hai aisi matwali,
to subah ka aalam kya hoga ...
{from 'jab raat hai aisi matwaali ..', Mughal-ae-aazam}
{actually there is another line with something like
'kal inke banenge afsaane..' which I really love but
I can't recall it and have been hunting for the cassette
for quite a while now}
------------------------------
na kasme hain, na rasme hain,
na shikve hain na waade hain,
ek soorat bholi bhaali hai,
do naina seedhe saade hain,
aisa hi roop khayaalon mein tha,
jaisa maine sochaa tha ...
{from 'chaand si mehbuba ho meri ..'}
{ these are so simplistic but can anything be more
pleasing to say ? }
------------------------------
kal aur aayenge nagmon ki, khilti kaliyaan chunne wale,
mujhse behtar kahne waale, tumse behtar kahne wale,
kal koi mujhko yaad kare, kyon koi mujhko yaad kare,
masrukh zamana mere liye, kyon waqt apna barbaad kare ...
{from 'main pal do pal ka shaeer hoon', Kabhi Kabhi}
------------------------------
toofaan ko aana hai, aakar chale jaana hai,
jeevan ka matlab to, aana aur jaana hai,
do pal ke jeevan se, ik umra churaani hai,
zindagi aur kutch bhi nahi ...
{from 'ek pyaar ka nagmaa hai ..'}
------------------------------
apamaan rachyita ka hoga, rachana ko agar thukraaoge,
sansaar se bhaage phirte ho, bhagvaan ko tum kya paaoge ...
{from 'sansaar se bhaage phirte ho ..', Chitralekha}
------------------------------
hoga maseeha saamne tere, phir bhi tu bach nahi paayega,
tera apna khoon hi aakhir, tujhko aag lagaayega,
aasmaan par udne waale, mitti mein mil jaayega,
kasme waade pyaar wafa sab, baante hain baanto ka kya ...
{from 'kasme waade pyaar wafa sab ..', }
------------------------------
murjha chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai ...
{from 'yun hasraton ke daag ..', Anpadh (?)}
------------------------------
tere bina zindagi se koi, shikavaa, to nahi,
shikavaa nahi, shikavaa nahi, shikavaa nahi,
tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi ...
{from 'tere bina zindagi se ..', Aandhi}
------------------------------
aansu samajh ke kyun mujhe,
aankh se tumne gira diya,
moti kisi ke pyaar ka,
mitti mein yun mila diya ...
{from 'aansu samajh ke kyun mujhe', ???, Talat}
------------------------------
kabhi yun hi jab hui bhojhal saanse,
bhar aayi baithe baithe jab yun hi aankhe,
kabhi machal ke, pyaar se chal ke,
tchuye koi mujhe par nazar na aaye, nazar na aaye
{from 'kahi door jab din dhal jaaye ..', Aanand}
{actually, the other stanza is as beautiful}
------------------------------
zindagi sirf muhabbat nahi kutch aur bhi hai
zulf-rukhsaar ki jannat nahi kutch aur bhi hai
bhookh aur pyaas ki maari is duniya mein
ishq hi ek haqeekat nahi kutch aur bhi hai
tum agar aankh churaao to ye haq hai tumko
maine tumse hi nahi sabse muhabbat ki hai ...
{from 'tum agar aankh churao ..'}
------------------------------
zinda rahane ke mausam bahut hain magar
jaan dene kii rut roz aati nahi
husn aur ishq dono ko rusavaa kare vo
javaanii jo khoon mein nahati nahi
baandh lo apne sar par kafan saathiyo
ab tumhaare havaale vatan saathiyon
{from 'ab tumhaare havaale ..', Haqeekat}
{ This song is an absolute gem I really wanted to include
the entire song but that would make the article too long}
-------------------------------------------------------------------------------
If you read till here, you really love lyrics ! :-)
Happy listening,
Manish
#1 from MILI - "aaye tum yaad mujhe"
'har pal man mera mujhse kahtha hai,
jiski dhun mein tu khoya rahtha hai
bhar de phoolon se uska daaman.."
#2 from GAMBLER - "dil aaj shayar hai."
'aake zara dekh tho teri khaatir hum kis tarah se jiye..
aansoon ke dhaage se seethe rahe hum jo zakhm toone diye.."
#3 from MERE JEEVAN SAATHI - "o mere dil ke chayn"
'aapka armaan aapka naam mera taraana aur nahi
in jhukthi palkon ke siva din ka tikaana aur nahi
jhachtha hi nahi aankhon mein koi
dil tum ko hi chaahe tho kya kee jiye.."
#4 from ANAND -" kahin door jab"
'kab yuhi jab hui ojhal sansen
bhar aaye baite baite jab yuhi aankhen
yuhi machal ke pyar se chal ke
chue koi mujhe par nazar na aaye.."
Thats all for now, FOLKS!!!!!!!
Srinath
I will just add one of the innumerable I like.
Yaad tu aaye, man ho jaaye, bheed ke beech akela.
(badal-bijli, chandan-paani, jaisa apna pyar,
lena hoga janam hamein, kayee-kayee baar.)
|> humse aayaa na gayaa tumse bulaayaa na gayaa
|> faaslaa pyaar meN donoN se miTaayaa na gayaa
|> - "humse aayaa na gayaa" [Dekh Kabira Roya]
And this one I love too.
Cheers,
-Prince
generally songs get fame by their tune, but in some cases the lyrics has its own
charm. Specially on RMIM, lyrics is the only thing that can be share. Well here
is my favorite's contribution to continue what ..
hgu...@cis.ohio-state.edu (himanshu s gupta) writes:
>In article <2ses0l$s...@omp24.mch.sni.de>, gast <ga...@omp24.mch.sni.de> wrote:
>>In article <2seihs$e...@news.udel.edu> wen...@chester.cms.udel.edu writes:
>>>
>>>
>>>Sure, Himanshu. It's a great idea.
>>>(Though I dont agree with you about DHKMN...)
>>But I agree.
> Thanks. I am not the only one!!
>>My contribution ....
>>
>>1. ham tumhe chahte haiN aise,
>> marane wala koi zindagi chahta ho jaise. (Qurbaani)
>>
> This song also has the following line, which is slightly risque:
> "Tere angoon mein amrut ki dharaa"
> Probably there's nothing great about it, but I like it.
>>2. dekh lo aaj hamko jee bhar ke,
>> koi aata nahiN hai fir mar ke (Bazaar)
>>4. ye tanhai ye maiN aur tum
>> zameeN bhi ho gayi gumsum (Silsila)
>>
>>6. ho bas agar tum hamare sanam,
>> ham to sitaroN pe rakh deN kadam (5 & 6 from KHKN)
>>
>>
>Anurag, I loved 2,4 and 6. The 6th reminds me of the following line from
>"Amar prem (?)" featuring Dev and Sandhya.
>
> "Chalti hun main taroon par, phir kyon mujhko lagtaa hai dar"
it is from Ashli-Naqali
>bye,
>Himanshu.....
1. kahiN door jab din dhal jaye, shanjh ki dulhan badan churaye chupke se aye..
2. khoobsurat ho magar pyar ke andaaj nahiN,
ye kami heiN ke tumhara koi hamaraaj nahiN
dil meN jab dard nahiN baat banegi kaise
saaj cheda bhi magar pyar ki awaj nahiN, falsafaa pyar kaa.. (Duniya)
3. tumhare pahalu meN jal mare hum, to maut kitani haseeN hogi
chitaa meN jalkar bhi na mitegi (jaanwar)
4. Tasweer banaataa huN khoon-e-jigar se are (diwana)
5. kaashi se kuchh garaj thi na kaabe se wasta
hum dhoondhane chale the mohabbat ka rasta
dekha tumhaare dar ko to sar ko jhukaa diya
jab kuchh na ban sake to tamaasaa banaa diya (ek musaafir ek haseena)
6. tujhe kya sunaooN meN dulrubaa, tere saamane mera haal heiN
teri ek nigaah ki baat heiN, meri jindagi kaa sawaal heiN (aakhari daoN)
7. tumhaari julfoN se khoosabu ki bheekk lene ko,
jhuki-jhuki si ghatayeN bula rahi heiN tumheN (aaj aur kal)
8. puchhe jo koi mujhase bahaar kaisee hoti heiN,
naam tera leke kah duN ke yaar aisee hoti heiN (aap aae bahaar aaee)
9. meiN kaise khooda-hafiz kah duN, mujhko to kisi kaa yakeen nahi
chhup jao hamaari aankhoN meN, bhagawaan ki niyat theek nahi (raajkumar)
10. chhu lene do naajuk hotoN ko, kuchh aur nahi heiN jaam heiN ye
kudarat ne jo hamako baksaa heiN wo sabase haseeN inaam heiN ye (kaajal)
11. jab dil pe chhuriyaN chalati heiN tab chain se koi sota heiN
(jab pyar kisi se hota heiN)
12. dil tod ke chal dena ye husan ki aadat heiN (a nargees-e-mastana : aarazoo)
13. is dil meN abhi aur bhi jakhmoN ki jagah heiN
ab ru ki kataari ko do aab aur jiyaada (chhalake teri aankho se:aarazoo)
14. man mera ehsaan are nadan ke maine tujhase kiya heiN pyar (aan)
15. tum agar mujhako na chaho to koi baat nahi,
tum kisi aur ko chahogi to mushkeel hogi (dil hi to heiN ??)
16. e sanam jisane tujhe chand si surat di heiN,
usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di heiN (dil hi to heiN ??)
have fun
---Mohan
# from DOST
Aaten hei log, jaaten hei log
Paani ke jeise rele
Jaane ke baad aaten hei yaad
Gujre hue wo mele
Yaaden Banna rahi hei, yadden meeta rahi hei ...
Became more meaningful than ever after I lost a close
friend of mine in a car accident last year.
# from ?
Suraj ko dharti tarse, dharti ko chandrama (2)
Paani mein chcheep jeise pyaasi har aatma (2)
Boond choopi kis badal mein koi jaane na ...
# form R.K.Makan
Samay ki dhara mein, umar bahe jaani hei
Jo ghadi ji lenge, wohi rahe jaani hei
# from Sath Sath
Aisa nahin ke hum ko koi bhi khooshi nahin
Lekin ye zindgi to koi zindgi nahin,
Kyoon iske faisle humen manzoor ho gaye ...
-----------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------
Himanshu Bhatt ARPA: bh...@ticipa.pac.sc.ti.com
Texas Instruments
PO Box 655012 M/S 3635 TI MSG: H007
Dallas, TX 75265 Voice: (214) 917-2258
"julfon ko hata de chehre se, thoda se ujaala hone de.....
next line is a killer.....
sooraj ko jara sharminda kar, muh raat ka kaala hone de !!!!
wah!!!!!
-Aniruddha
To get angry is human.
To stay cool, divine.
Here are three from the top of my head. Corrections welcome
1) Jaisa suraj ban kar aaye ho tum, chal do ge phir din ke dhalte dhalte,
Ho, aaj kaho to, mod du badh ke, waqt ke dhaage
Dil pukare, aa re aa re, abhi na jaa mere saathi..... (Jewel Thief--Majrooh)
2) Tera kaajal lekar, raat bani, raat bani,
Teri mehendi lekar, din uga, din uga
Teri boli sun kar, sur jage, sur jage
Teri khushboo lekar, phool khila, phool khila (Sharmilee--Neeraj)
3) Uski sason main shehad jaisi mithaas
Uski ***** main ***** ki ***** (fill in the blanks)
Hoth jaise ke bhige bhige gulab
Gaal jaise ke dehke dehke anaar
Mere ghar aayi ek nanhi pari (Kabhi Kabhi-----????)
More after some thinking
Ketan
In article <1994May31.1...@Lehigh.EDU> sm...@Lehigh.EDU (SAMIUDDIN MOHAMMED) writes:
>
>6. Umr ke jaRaao ka utaar dekhte rahen....(Niraj in Nai umar ki nai fasal)
^^^^^^
should be "chadhao", isn't it?
OK. My own contribution, to begin with.
1. Ham the jinke sahare, woh hue na hamare,
doobi jab dil ki naiya, samne the kinare...
2. ik bar waqt se lamha gira kahin,
wahan dastan oogi, lamha kahin nahin...
3. daulat aur javani, ik din kho jati hai,
kuchh na poochho yaron duniya dushman ho jati hai,
umra bhar dost lekin, saath chalate hain...
4. kabhi ek pal bhi,
kahin ye udaasi,
dil mera bhoole,
tabhi musukuraakar,
dabe paun aakar, dukh mujhe choole
na kar, mujhse gam mere,
dil-lagi ye dil-lagi...
Enjoy,
Sandeep.
After seeing the great response from all of you, I guess my purpose has
been achieved to a great extent.
I'm saving all the responses, would compile it in some categories and post
it sometime (after the thread sort of dies).
I would have liked to add some more to the already infinite list but its
getting harder and harder. Let me try a couple..
1) Bezaan rahe gayeee hum, woh muskura rahi hai... (Rajkumar)
This line is simply devastating with the scene. [ Sadhana is sitting
on a horse (with solah (16) shringar looking stunningly beautiful) and
Shammi is standing just next to it/her. She leans on to him (to sort of
step down from the horse) and one can feel Shammi's heart beating at
120+ while, sort of, holding her. Sadhana, but, has just a ravishing
smile on her face.]
2) Jab chaha yaara tumne aakhon se mara tumne
Hoothon se zinda kar diya....
From a movie which stars Sunny, Rati, Raj and Sridevi(?)..Is it
Ramavatar (??)
3) Baid mere paas tujhe dekhti rahoon,
tu kuch kahe naa main kuch kahoon (stars Mithun and Zeenat.)
4) Hum bahenoon ke liye mere bhaiya, aata hai ek din saal mein
Aaj ke din chahe kahin bhi rahoon main, chale aana wahan har haal mein
Movie ??. Whenever I listen to this song, I wish I was back home.
I guess the list of great ones will never end. Hindi is IMO the most
romantic language (as if I can speak/understand many others :-)).
Wouldn't everyone here agree ?
cheers,
Himanshu.
-------------------------------------------------------------------------------
Himanshu Gupta |
3227 Riverview Drive, #C | But if the while I think on thee, dear friend,
COLUMBUS. OH 43202 | All losses are restored and sorrows end.
A couplet from 'khwab ho tum ya..'
'khwab ho tum ya koi haqeeqat , kaun ho tum batlao
dher se kithni door kadi ho aur kareeb aa jaao
subah pe jis tarah shaam ka ho gumaan
zulfon mein ik chehra kuch zaahir kuch neha'
awesome!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
'tum ko dekha tho ye khayal aaya
zindagi dhoop tum ghana saaya'
More later
Srinath
Zindagi khwab hai khwab mein jhooth kya
aur bhala such hai kya
-Jagte Raho
Khali haath sham aaye, khali haath jayenge
aaj bhi na aaya koi, kori laut jayenge
-Ijazaat
mere dil mein aaj kya hai
tu kahe to mein bata du
--
The warning from the New York City Deptartment of Health Fraud 'Be
suspicious of any doctor who tries to take your temp with his finger'
-David Letterman
SILSILA - Amitabh recites this just before the song "dekha ek khwab to .."
VehmoN gumaaN se door door
yakeeN ki had ke paas paas
Dil ko yeh bharam hua hain
Ki unko humse pyaar hain.
SAAGAR
.. yeh armaaN hain
shor nahiN hoN
Khamoshi ke mele hoN
is duniya main koi nahiN hoN
hum dono hee akele hoN.
keep 'em coming
Amar
# From "Ghulami" - Lata and Shabbir Kumar.
zeehale muskin mopan-pe-ranjish
bahale-hijra bechaara dil hai
Says it all like you always wanted to, doesn't it?
--
______
/_____/\
/ \ \
/ __ \ \
/ / \ \/ ______________
\ \__/ / | | | |
\ / | | | |
\______/ |__|________|__|
1. tera husN rahe mera ishk rahe
to yeh subah aur ye shaam rahe na rahe
meri pyaas ka koi hisaab naheeN
teri mast nazar ka jawab naheeN
isi mast nazar se pilaaye jaa
mere samane jaam rahe na rahe
2. ai husN jara jaag tuzhe ishk jagaaye
badale meri taqdeer jo tu hosh meiN aaye
yeh pyaar ke naghme ye muhabbat ke tarane
tuzhko bade pyaar se laaya hooN sunane
ummeed mere dil ki kaheeN toot na jayee
ai husN jara jaag tuzhe ishk jagaaye
3. zhalke teri aankhoN se sharaab aur jyaada
khilte raheN hotoN ke gulaab aur jyaada
is dil meiN abhi aur bhi bhi zakhmoN ki jagah haiN
aabroo ki kataari ko duaab aur jyaada
4. tumhaare zulf ke saaye meiN shaam kar looNga
safar ki umra ka pal meiN tamam kar looNga
nazar milayee to poochoonga dil ka anjaam
nazar zhukaayi to khali salaam kar looNga
-- Rahul Tikekar
Hey Nuts !
Can you please post the meaning of these lines ?
I go NUTS when I don't unserstand the lyrics :-)
Thankfully yours,
Vivek Khandelwal
>Here are a couple of my favorite's:
>keep 'em coming
>Amar
....more
1. LiKhe jo Khat tujhe, woh teri yaad mein
hazaaroN raNg ke, sitare ban gaye
savera jab hua, to Phool ban gaye
jo raat aayee to sitaare ban gaye
2. BhaNvre ki guNjan hai mera dil
kab se saMbhale raKha hai dil
tere liye, tere liye
(does anyone have the full song??)
3. Raat kali ik Khwab me aayee
aur gale' ka haar huee
subah ko jab hum neeNd se jage
aaNKh tumhee se char huee
4. bijuree ban ke riday pe chamkee
beete samay ki rekha
maine tumko deka
(mere naina sawan bhadoN)
5. jis rah se tum aane ko the
uske nishaN bhi mitne lage
aaye na tum, sau sau dafa
aaye-gaye mausam
6. maiN bhi ek insaan huN patThar nahiN
kaise kek doN gham se ghabrata nahiN
(Koi sagar dil ko behlata nahiN)
7. maine kHwaboN me barsoN tarasha jise
tum wohi sang-e-marmar ki tasveer ho
(tum agar saath dene ka vada karo)
8. naseeb me jike jo likha tha
woh teri mehfil me kaam aaya
kisi ke hisse me pyas aayee
kisi ke hisse me jaam aayaa
9. hooNTh pe liye huye di ki baat hum
jaagte raheNge aur kitne raat hum
mukhtsar si baat hai, tum se pyaar hai
10. patta patta yahaN raj-daaN hai mera
zarre-zarre me rakh di hai maine zubaN
(mai shayad tumhare liye ajnabi hooN)
11. chhoD de saari duniya kisi ke liye
yeh munasib nahi aadmi ke liye
pyar se bhi zaroori kai kaam haiN
pyaar sab kuch nahi zindagi ke liye
--
Rajesh Sharma
rsh...@cs.indiana.edu
Hum intezar karenge tera qayamat tak
Khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye
Actually every line in this song is just too good!
(no time to type the whole thing out...)
Vinod