% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{koi nahii.n hai kahii.n}%
\film{Kinara}%
\year{1977}%
\starring{Jeetendra, Hema Malini}%
\singer{Bhupinder}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%
%
% Tags:
% Audio on:
% Contributor: Bhargab Dhar
% Transliterator: Bhargab Dhar
% Date: 23 May 2022
% Series:
% Comments:
% generated using
www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
koi nahii.n hai kahii.n
sapano.n me.n kyo.n kho gaI
bolo naa
fir aa.Nkh nam ho gaI
fir koI yaad aa gayaa hai
roshani kam ho gaI
kinaaraa milegaa yahI.n re
milegaa kinaaraa yahI.n
yahI.n re, yahI.n re
baat thI Khwaab kI
Khwaab me.n bIt chukI hai
Khwaab doharaate nahI.n
zindagI sapanaa nahI.n re
zindagI sapanaa nahI.n
nahI.n re, nahI.n re
%
#endindian
\endsong