I have recently compiled a collection of songs from Hindi films which
through their lyrics, music or picturization depict the theme of safar,
journey or travel. If any of you have more suggestions, I would be only
to happy to incorporate them.
1. Suhana safar aur yeh mausam haseen .... (Madhumati)
2. Zindagi ka safar hai yeh kaisa safar .... (Safar)
3. Zindagi ek safar hai suhaana ..... (Andaaz)
4. Mera joota hai Japani ...... (Shri 420)
5. Rote hue aate hain sab ..... (Muqaddar ka sikandar)
6. Kisse ki muskarhaton pe ho nisaar .... (Anari)
7. Banjaara main nahin magar mujhe har nayee dagar .... (Khwab)
8. Jeevan ke safar main rahi milte hain bichad jaane ko ..... (Munimji ?)
9. Yeh dil na hota bechaara ..... (Jewel Thief)
10. Musafir hoon yaaron na ghar hai na thikana .... (Parichay ?)
11. Wahan kaun hai tera musafir jaayega kahan .... (Guide)
12. Geet gaata chal, O saathi gun gunaata chal ....(Geet Gata Chal)
13. Main zindagi ka saath nibhata chalaa gaya .... (Hum Dono)
14. Jeevan, chalne ka naam .... (Shor)
15. Jo raah chunee tune, usi raah pe raahi chalte jaana re.....
16. Mere hamsafar geet hain tere......
17. Jindagi ke safar mein gujar jaaate hain jo mukaam...... (Aap ki kasam)
18. Jeevan Ke har mod par, mil jayenge hamsafar.....
19. Raahi tha main awaara, phirtaa tha mara mara....
20. Manjilein apni jagah hain, raaste apni jagah. Jab kadam hi saath
na dein, to musafir kya kare... (Sharaabi)
21. Raat ke hamsafar, thak ke ghar ko chale..... (An evening in Paris)
22. Chalte, chalte(!), mere ye geet yaad rakhna...... (Chalte Chalte)
23. Koi na jab tera saathi ho, to chal mere man tu akela ....
24. Chalte chalte mujhe kohi, mil gaya tha humraah .... (Pakeezah)
25. Station se gaadi jab choot jaati hai to ...... (Sholay)
25. Hum hain raahi pyar ke hum se kucch na boliye ....
26. O mere hamraahi, meri bahan thame chalna ..... (Guide)
27. Panthi hoon main us path ka, anth nahin jiska ......
28. Aa chal ke thuje main leke chaloon main aise gagan ke tale ....
(Door Gagan ki chhaaon mein)
29. Door ke rahi ....
30. Rahi manva dukh ki chinta ........... (Dosti)
31. Tum bhi chalo, hum bhi chalein .......
32. Kyon zindagi ki raah par majboor ho gaye ....
33. Main, rangeela pyaar ka RAAHI, door meri manzil .....
34. Ek Rasta ah ha ah ha, do raahi ...... (Ram Balram)
35. Ruk jaana nahin, tu kahin haarke ...... (Imtihan)
36. Dil hai mera deewana ...... (Raju Ban Gaya Gentleman)
37. Rahi tu mat ruk jaana, toofan se mat ghabrana (Door gagan ki chhaon mein)
38. O maajhi chal O maajhi chal
Tu chale to chhum chhum baaje maujon ki payal
O maajhi chal O maajhi chal (Mohd Rafi - Some Dharmendra
starring movie)
39. Raahi hoon main, kahan meri manzil, .... (Wanted)
40. Yaari hai phoolon se meri yaari hai .... (Shiksha)
41. Main hun jhum jhum jhum jhum jhumroo .......
42. Aji haseen waadiyon, Unse yeh kaho ......
43. Sajan re jhoot mat bolo, khuda ke paas jaana hai .... (Teesri Kasam)
44. Nanna Munna raahi hoon, Desh ka sipaahi hoon .....
45. O manchali kahan chali ......... (Sita aur Gita ?)
Here are some more:
1. Laakhon hain yahaan dil waale...
2. Chala jaata hoon kisi ki dhun mein...
3. Gaadi bula rahi hai...
4. Laakhon hai nigaahan mein...
5. Hai apna dil to awaara...
6. Hum to chale pardes hum pardesi ho gaye...
7. Main to chala jidhar chale rasta...
8. Chalree sajni ab kya soche...
9. Akela hoon main, iss duniya mein...
10. Chod de saari duniya kisike liye...
Prakash
. . . . . . . . .. . .. . . . . .. . . .
Add:
(1) ANAND:
Zindagee kaisee hai pahelee haaye
Kabhee tho hasaaye, kabhee yeh rulaaye
Tho bhee dekho man naheen jaage
Peechhe peechhe sapnon ke bhaage
Ek din yeh sapnon ka raahee
Chalaa jaaye sapnon ke aage kahaan
Jinhon ne sajaaye yahaan mele
Sukh dukh sung-sung jhele
Wahee sun kar khaamoshee
Yoon chale jaayen akele kahaan
Zindagee . . . . .
(2) ?????:
Nadiyaa chale, chale re dhaaraa
Thujh ko chalnaa hogaa, thujh ko chalnaa hogaa
Chandaa chale, chale re thaaraa
Thujh ko chalnaa hogaa, thujh ko chalnaa hogaa
Jeevan kaheen bhee tthahartha naheen hai
Aandhee se thoofaan se darthaa naheen hai
Thoo na chalegaa tho chal dengi raahen
Manzil ko tharsengee theree nigahen
Thujh ko chalnaa hogaa . . . . .
Jo ruk gayaa phir gayaa woh bhanvar mein
??????????????????????? safar mein
Naav tho kyaa beh jaaye re kinaaraa
Badee hee thez samay kee hai dhaaraa
Thujh ko chalnaa hogaa . . . . . .
--
Jagan Gudur
Texas A&M.
Additions:
(1) ????
Chhod musaafir maayaa nagar, prem nagar mein jaanaa hai
. . . ...
I think there are more than a single version to this song, sung by multiple
singers. One version I know is sung by K. L. Sehgal.
(2) Amar Prem
Chingaaree .. . . . .
(3) Jhumroo??
Ghunguroo kee tharah
Bajthaa hee rahaa hoon mai
Kabhee is pag mein
Kabhee us pag mein
Bajthaa hee rahaa hoon mai
. . . . . . . .. .
(4) ??????
Bheegaa bheega pyaar kaa samaa
Bathaade goree jaanaa hai kahaan
Balliye bathaade thujhe jaanaa hai kahaan
Chaloongee thoo le chale jahaan
Ke there bin jaanaa hai kahaan
Balliyaa ke there bin jaanaa hai kahaan
. . . . . . . . . . . . .