Khayale Khaliq e Akbar ka ham khayal Hussain
Efforts: Syed-Rizwan Rizvi
Khayal e Khaliq e Akbar ka ham khayal HussainJisay zawal nahi hay wo la zawal HussainBashar ke roop may Allah ki misaal HussainDil e Rasool ki dharkan Ali ka laal Hussain Hussain jaisay kisi ke bhi walidain nahiBohat haseen hain Yousuf magar Hussain nahiSamandaron ne kia jis ki tashnagi ko salamNamaz karti rahi jis ki bandagi salamKiya hay moat ne khud jis ki zindagi ko salamZamana karta hay ab tak usi jari ko salamHayat moat ke sael ko baant deta hayHussain taigh ko sheh rag se kaat deta hayYe kainat hay riasat raees hay ShabiirDabeer e ishq Khuda ka anees hay ShabbirNafas nafas ki sada hay nafees hay ShabbirQasam Habib ki qismat nawees hay ShabbirKhuda ke lehjay may aksar kalam karta hayHussain Hur ko alaihis salam karta hayHussain sabr hay eesar hay muhabbat hayHussain ishq ke mazmoon ki ibarat hayHussain Rehmatul lil aaleemen pe rehmay hayHussain koi fasana nahi haqeeqat hayJahan may ab bhi sheh e mashraqain baqi hayYazeed mit gaya naam e Hussain baqi hayDiya bujha ke jo roshan karay zameer e basharJo kainat may rakhta hay Hur shinas nazarJo chashme e ghaiz se kar day jahan ko zair o zabarHussain zakir e mabood hay teh e khanjarKamal e azm e Muhammad dikha diya jis neSagheer betay ko ghazi bana diya jis neKaheen tabassum e Asghar kaheen Hasan hay HussainKaheen pe Ghazi kaheen aks e Panjtan hay HussainKaheen akaila kaheen khuda may anjuman hay HussainMisal e Haider e Karrar saf shikan hay HussainHar ik muhaaz pe ghalib dikhayi deta hayHussain to Abu Talib dikhayi deta hayHussain khaliq e khak e shifa Maseeha bhiHussain faiz ka darya hay aur pyasa bhiHussain mazhar e Rab hay Khuda ka banda bhiHussain lakhon pe bhari raha akaila bhiHussain ne Abu Talib ke janasheen ki tarhaUlat ke rakh diya maidaan aasteen ki tarhaGhareeb aisa ke ghurbat nisar ho jis parShaheed aisa shahadat nisar ho jis parZaheen aisa zihanat nisar ho jis parImam aisa imamat nisar ho jis parNizam e deen o shariat ki laaj rakhta hayHussain ab bhi Khuda ka mizaj rakhta hayAna parast ghareebon ka charasaz Hussain Wiqar e Aal e Muhammad Nabi ka naaz HussainQasam Khuda ki Khuda honay ka jawaz HussainKaho ye Meer Takallum meri namaz HussainNabi se pooch lo kia martaba Hussain kaYe kainat Khuda ki Khuda Hussain ka hay
ghar se chale the ham to, khushi ki talaash mein
khushi ki talaash mein
gham raah mein khade the wahi, saath ho liye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
yun hasaraton ke daagh
de de pyaar de
de de pyaar de pyaar de pyaar de re hamein pyaar de
duniya wale kuchh bhi samajhen ham hain prem deewane
jahaan bhi jaayen tujhe pukaaren gaa ke prem taraane
de de pyaar de
Angdaai Leke Hawaein Chali To Kyon Na Khushboo Bikhre Kali
Khushboo Hawaon Mein Kaise Bhare Kaliyan Hai Sharmaati Haay Kya Kare
Kya Pata Hai Yeh Kya Sharam Hai Ya Saja
Kyon Hai Betabiyaan Intezar Ek Zara
Ek Pal Ki Bhi Doori To Ab Hai Sitam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Chup Rehna Chaaha Tha Rehna Sake Phir Bhi Jo Kehna Tha Keh Na Sake
Tum Mujhse Kuch Bhi Kaho Na Kaho Aise To Khoye Huve Na Raho
Ab To Jo Ho So Ho Baat Dil Ki Suno
Kehti Hai Dhadkane Keh Bhi Do Keh Bhi Do
Tumhare Hai Hum Tumhari Kasam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Resham Si Hai Yeh Hawaein Sanam
Aao Zara Paas Aaye Sanam
Jaage Jaage Armaan Hai Jaage Jaage Hum.2
Ho Jaane Do Ab Faasle Kuch To Kum
Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage Jaage .2
S: Jee Chaahe Jee Bhar Ke Chaahoon Usse Main
Chaahat Ka Mausam Na Beete Kabhi
Uske Khayaalon Mein Khoya Rahoon Main
Manzil Mujhe To Milegi Vahi
Yeh Hai Aitbaar Dil Ki Pukar, Sun Mere Yaar, Ho
R: Sapnon Mein Jo Mere Aane Lagaa Hai
Apna Voh Lagne Lagaa Hai Mujhe
Harpal Jo Aankhon Mein Rehne Lagaa Hai
Pyaara Voh Lagne Lagaa Hai Mujhe
Mujhe Baar Baar Hai Intezaar Kab Aaye Yaar, Ho
haan hai koi to wajah, to jeene ka maza yuun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya, thoda sa jo naasha yuun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai, teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega, teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
Kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe
unke Ghar Mein Umer Bhar Rani Banke Rahoongi Main
unke Ghar Mein Umer Bhar Rani Banke Rahoongi Main
har Khushi Doongi Unhe
unka Dukh Bhi Sahoongi Main
dil Diya Unko Unhi Pe Jaanisaar Hai
dil Diya Unko Unhi Pe Jaanisaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
kaise Piya Se Main Kahoon Mujhe Kitna Pyaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
hoga Milan Apna Mujhe Aitbaar Hai
aankhon Ko Intezaar Hai Dil Beqeraar Hai
Phoolon mein usakee mehak na ho to baag nahi hoti
Thandak se agar woh bujh jaaye to aag nahi hoti
Paani se agar woh mit jaaye to pyaas nahi hoti
Saanson mein uski khushbu na ho to saans nahi hoti
Ek Nazar Mein Kho Gaya Dil
Payee Tujh Mein Pyaar Ki Manzil
Chu Ne Na Doon Tujhe Chanda Ko
Chanchal Hawaa Ko Baharoon Ko
Saawan Ki Rim Jhim Phuaaron Ko
Na Chu Ne Doonga Na Chu Ne Doonga
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Aaj kisise mulaakaat hai meri
Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
Meri jaan hai wo
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Aaj kisise mulaakaat hai meri
Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
Meri jaan hai wo
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Haan Hai Koi To Wajah, To Jeene Ka Maza Yuun Aane Laga
Yeh Hawaaon Mein Hai Kya, Thoda Sa Jo Naasha Yuun Chhaane Laga
Puchho Na Pucha Mujhe Kya Hua Hai, Teri Raahon Mein Aakar
Puchho Na Pucha Mujhe Kya Milega, Teri Baahon Mein Aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye, Jannat Dikhaaye Haan
O Raama, Yeh Ishq Haaye Baithe Bithaaye, Jannat Dikhaaye Haan
Yeh Ishq Haaye, Yeh Ishq, Yeh Ish
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
abhi abhi toh aayi ho abhi abhi jana hain
dhal gaya din ho gayi shaam jaane do jana hain
baad muddat ke raat mahakee hai
dil dhadakataa hai, saans bahakee hai
pyaar chhalakaa hai, pyaaree aankhon se
surkha hothhon pe aag dahakee hai
mahakee hawaaon me, bahakee hijaaon me, do pyaase dil jo mile
jaise mayakash koee saakee se dagamagaa ke mile
barasataa saawan ho, mahakataa aangan ho
kabhee dil doolhaa ho, kabhee dil dulhan ho
gagan ban kar zoome, pawan ban kar ghoome
chalo raahe mode, kabhee naa sang chhode
kahee pe chhoop jaanaa hai, najar naheen aanaa hai
kahee pe bas jaayenge, ye din kat jaayenge
are kyaa baat chalee, wo dekho raat dhalee
ye baate chalatee rahe, ye raate dhalatee rahe
mai man ko mandir kar daaloo, too poojan ban jaa
mandir se poojaa kaa rishtaa main naa bhooloongee
Gore Gore O Baanke Chore Kabhi Meri Gali Aaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
Gore Gore O Baanke Chore Kabhi Meri Gali Aaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
Roz Roz Mulaqaat Acchi Nahin Pyar Mein Aisi Baat Acchi Nahin,
Thoda Thoda Mihrna Thodi Si Judaai Sada Chaandni Raat Acchi Nahin.
Chhodo Chhodo Jiya Na Thodo Kisi Aur Ko Jalaya Karo,
Gori Gori O Baanke Chori Chaahe Roz Bulaya Karo.
Mere dil main tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon
Dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
khud ko khoke tujhko paakar kya kya mila kya kahoon
teri hoke jeene main kya aaya maza kya kahoon
kaise din hain kaisee raaten kaisi fizaa kya kahoon
meri hoke tune mujhko kya kya diyaa kya kahoon
meri pehloo mein jab tu hai phir main dua kya karoon
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
hai ye duniya dil ki duniya milke rahenge yahaan
lootenge hum khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan
armaano ke chanchal dhaare aise bahenge yahaan
ye to sapno ki jannat hai sab hi kahenge yahan
ye duniya mere dil mein basi hai dil se juda kya karoon
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Jiya bequaraar hai, chhaayi bahaar hai, aaja more baalma tera intezaar hai
Jiya bequaraar hai
Suraj dekheN chanda dekheN,
sab dekheN hum tarseN ho, sab dekheN hum tarseN
AasooN kii barsaat balamva, dil mein aag lagaaye
Dil mein aag lagaye..Jiya bequaraar hai
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain
Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain
Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o
Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
3a8082e126