तेरी शरण में आ के Teri Sharan Me Aake Hame Zindagi Mili Hai Lyrics

748 views
Skip to first unread message

amandeep singh

unread,
Mar 23, 2024, 12:04:51 PM3/23/24
to Nirankari pariwar
तेरी शरण में आ के Teri Sharan Me Aake Hame Zindagi Mili Hai Lyrics

1.jpg

The bhajan about which we are going to talk in this article is named “Teri Sharan Me Aake Hame Zindagi Mili Hai Lyrics” whose singer is “Pushplata Ji” and this Nirankari Hindi song is written by Jagat Ji, while the music is also by Pushplata Ji. has made.

The website named “Nirankari pariwar” is not an official website but only presents to you the news related to Sant Nirankari Mission.


Teri Sharan Me Aake Hame Zindagi Mili Hai Lyrics In English

Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai


Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Bandagi Ko Paake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai


Ae Do Jahan Ke Baali
Oo Shaahon Ke Shehanshah
Ae Do Jahan Ke Baali
Oo Shaahon Ke Shehanshah
Tere Aage Sar Jhuka ke
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai


Rehamat Mili Tumhaari
Kismat Khuli Hamaari
Rehamat Mili Tumhaari
Kismat Khuli Hamaari
Teri Nigaah Mein Aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai


Charno Se Apne Yun Hi
Rakhna Hmein Lage Ke
Charno Se Apne Yun Hi
Rakhna Hmein Lage Ke
Kab Tujhse Door Jaake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai


Main Meri Thi Jagat Jab
Jeewan Nahi Tha Jeewan
Main Meri Thi Jagat Jab
Jeewan Nahi Tha Jeewan
Dil Se Khudi Mitaa Ke
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai

Teri Bandagi Ko Paake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai
Teri Sharan mein aake
Hamein Zindagi mili hai

Read Lyrics In Hindi Click Here

Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages