Bada mushkil hai kisi ko dil apna yaar Dena kisi ke na pe jhukna apne zid ko maar dena
Wo jab der se aaye uska intezaar karna
Tumhe jab der ho jaye to uske nakhro ko pyar dena ayy raqeeb sunn le ,
Usse manane ka asaan tareeka yahi hai
Wo jab gusse me ho uske zulfey sawaar lena.