|
Assalam-o-Alaykum Friends
Meri is mail k hawalay se mujhay jo reply aaye hain un main kuch logo ne kaha k Madina main is terha ki ko jaga nahi hay.
Mujhay sharmindagi hay k main ne baghe kisi tahqeeq k ye mail aap logo ko forward kardi Allah Ta’aala ham sab logo k gunaho ko muaaf farmaye AAMEEEEN
Dosto se guzarish hay k agar ho sakay to wo b check karlain k yeh pics kahaan ki hain, mean k kisi jaga Janab BiBi Fatima (RAA) k house ka model banaya gaya hay or ye sab us ki he pictures hain.
Allah Hafiz |








