True very true said….
--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "JoinPakistan" group.
You all are invited to come and share your information with other group
members.
To post to this group, send email to joinpa...@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com.pk/group/joinpakistan?hl=en?hl=en
You can also visit our blog site : www.joinpakistan.blogspot.com &
on facebook http://www.facebook.com/pages/Join-Pakistan/125610937483197
Regards
Syed Irfan Ashraf,
Peshawar
I agree with Syed Irfan Ashraf, Peshawar. There are so many problems which we are facing. It is time to be positive and trained our mind according to according to Islamic form. Islam does not believe in cast system. This poem lead us to wrong direction. Muhammed Hussain Vegelpoory New Karachi --- On Wed, 11/24/10, Irfan Ashraf <syedirf...@gmail.com> wrote: |
Doing anything constructive at the cost of basic faith can never be deemed
good.
-----Original Message-----
From: joinpa...@googlegroups.com [mailto:joinpa...@googlegroups.com]
--
Dear All, I can’t able to understand
that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon
us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when
Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should
worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus
& Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all
should do our betterment according to Quran & Sunnah. We should go on the narrow way by
Allah’s mercy. AMEEN
-----Original Message-----
From: joinpa...@googlegroups.com [mailto:joinpa...@googlegroups.com]On Behalf Of Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Sent: Friday, November 26, 2010 2:25 PM
Janab Talib-e-Madina,
Aap ne baghair sochay samjhay ek bohat barha challenge kardiya hai shayad aapne kabhi Quaraan-e-Pak ko sahih se nahi parha verna aapse yeh himakat kabhi na hoti. Is k liye kisi aalim ki zarurat nahi hai bas Quraani Aayat ko sahih se parh liya jaye tau shirk ki haqeeqat samajh mai aa jayegi. Chand aayaat darj-e-zail hain mulahezah kijiye:
“Aur in se poochho keh tum ko aasmaan aur zameen mai rizk koun deta hai ya tumharay kaanon aur aankhon ka malik kaun hai aur bejaan se jaandar kaun paida karta hai aur jaandar se bejaan kaun paida karta hai aur duniya ke kamon ka intezaam kaun karta hai? Jhat kehdaingay keh Allah. Tau kaho keh phir tum (Allah se) dartay kyun nahi?” (Soorah-e-Younus:31)
“In maise aksar Allah ko mantay hain magar istarah keh iske saath doosron ko shareek thratay hain” (Soorah-e-Yousuf”106)
Shah Waliullah Muhadith dehalvi (Rahimahullah) apni kitab Hajjatul Balighah Jild: 1 Page: 347 per mushrikeen-e-jahiliyat ke baray main farmatay hain:
“Arab ke mushrikeen musalmano ke saath is akeeday mai mutafik thay keh zamen o aasmaan mai jo barhay barhay aham tasarrufat hotay hain in ki tadbeer khud Allah Ta’ala fermata hai’ in ke hal o akad ke silsilay mai kisi doosri hasti ko kuch bhi dakhal nahi’ lekin is se aagay in ko muslamano ke akeeda-e-tauheed se ikhtelaf tha. In ke akeeday ka khulasha yeh tha keh Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) ke ba’az naik banday hain jinhone apni aziz umrain is ki yaad aur is ki ibadat main sarf kein aur who kaam kartay rahay jin ki badotal inko Allah (Subhanahu Wa Ta’ala) ke haan bohat barha darja-e-qurb hasil huwa. Isliye isne inko khla’at aluhiyat se sarfaraz farmaya aur inko is alam ke ba’az tasarrufat ke ikhtiyar diya aur isliye woh is baat ke mustahik hain keh hum inki parastish karain. Iski misaal who yeh bayan kartay hain keh jis tarah ek barha azeem-ul-iktedaar shahenshah apne mataheton mai jab kisi aisay aisey shakhs ki khidmat se khush hota hai jisni apney aapko is daman-e-sultanate ke saath wabista kar rakha hai tau isko kisi soobay ka hakim banadeta hai aur is soobay ke muamlaat mai har tarah ka tasarruf karne ka isko poora poora ikhtiya de deta hai aur is soobay ke bashindon ka yeh farz hai keh who dil o jaan se iski ita’at karain aur ike wafadar rahain. Isi tarah jab tak hum in burgazeedgan-e-bargah ki parstish aur oobudiat ka haq ada nah karain. Barah-e-raast Haq Ta’ala ki ibadat karma besood hai. Balkeh haqeeqat yeh hai keh is ki Zaat-e-Akdas ka darja is kadar baland hai keh hum barah-e-raast uski Bargah-e-Akdas mai faizyab ho hi nahi saktay aur inke tawassul ke baghair hamaray liye uska qurb hasil karma mumkin nahi. Janab-e-Bari Ta’ala ne apne kalam-e-mukaddas mai in ke is akeeday ki in alfaz mai tarjumani farmayi hai: (ma na’abudohum illa liyuqrriboona ilallahi zulfi)hum tau inki parastish sirf isliye karte hain keh who hum ko Allah Ta’ala ke bargah-e-qurb tak pohoncha dain. Inka yeh bhi akeeda tha keh yeh ma’abood jin ko Allah Ta’ala ke qurb hasil karnay ka waseela banatay thay. Hamaray sab ahwaal ke hazir o nazir aur dekhtay hain . isliye jab hum inki ibadat karne se inki khushi hasil kar laingay tau who Allah Ta’ala ke haan bamari shifa’at karaingay: (wa yaquloona haoolaaye shufa’aau na ‘indallahi) inka yeh akeeda tha keh yeh hamaray hajat rava aur mushkil kusha hain.
“Aey Nabi (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) keh do keh logon! Agar tum abhi tak mere deen ke muta’aliq kisi shak mai ho tau sunlo keh tum Allah ke siva jin ki bandage kartey ho mai in ki bandage nahi karta balkeh sirf usi Khuda ki bandage karta hoon jis ki kabsay mai tumhari maut hai. Mujhay hokum diya gaya hai keh mai eeman lanay walon mai se hoon aur mujh se farmaya gay hai keh yaksoo ho kar apne aapko theek theek is deen par qaim karday’ aur hargiz hargiz mushrikon mai se na ho aur Allah ko chhor kar kisi aisi hasti ko na pukar jo tujhey kisi musibat mai daley tau khud uske siva koi nahi jo is museebat ko taal dey’ aur agar woh terey haq mai kisi bhalai ka irada karey tau uske fazal ko bherney wala bhi koi nahi. Woh apney bandon mai se jis ko chahta hai apney fazal se nawazta hai aur woh darguzar karney wala aur raham farmaney wala hai.” (Soorah-e-Younus:104-107)
“Woh Allah hi tau hai jisney tumharey liye zameen ko jaye karar banaya aur ooper aasman ka gumbad bana diya’ jisney tumhari soorat banayi aur barhi umda banayi jisney tumhain pakeeza cheezon ka rizk diya. Wohi Allah (jiskey yeh kaam hain) tumhara Rab hai. Behisab barkaton wala’ woh kainaat ka Rab’ wohi zinda hai. Uskey siva koi ma’abood nahi. Usiko tum pukaro’ apney deen do uskey liye khalis karkey. Saari ta’areef Allah Rabbil ‘aalameen hi key liye hai. Aey Nabi (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam)! In logon sey kehdo keh mujhey tau un hastiyon ki ibadat sey mana’a kardiya gaya hai jinhe tum Allah ko chhorh kar pukartey ho. (mai yeh kaam kaisey kar sakta hoon) jab keh merey paas merey Rab ki taraf se beenat aachuki hain. Mujhe hokum diya gaya hai keh mai Rabbil ‘aalameen key aagay sar tasleem kham kardoon.” (Soorah-e-Momin:64-66)
“Aur Allah theek theek belaag faisla karey ga. Rahey woh jinko(yeh mushrik) Allah ko chhorh kar pukartey hain’ woh kisi cheez ka faisla karney waley nahi hain. Bilashubah Allah hi sab se behtar sunney wala aur dekhney wala hai.” (Soorah-e-Momin:20)
“Aey zindan ke saathiyo! Tum khud hi socho keh bohat se mutafarrik rab behtar hain ya woh ek Allah jo sab par ghalib hai? Usko chhorh kart um jinki ibadat kar rahe ho who is key siva kuch nahi hain keh bas chand naam hain jo tumney aur tumharey aaba-o-ajdad ne rakh liye hain’ Allah ne unkey liye koi sanad nazil nahi ki. Farman ravai ka iktedar Allah key siva kisi ke liye nahi hai us ka hokum hai keh khud us ke siva tum kisi ki bandagi na karo. Yehi thaith seedha deen hai magar aksar log jantey nahi hain.” (Soorah-e-Yousuf:39-40)
“Aey Paighambar (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam)! Faisley ke ikhtiyarat mai tumhara koi hissa nahi’ Allah ka ikhtiya hai chahey unhe mu’aaf karey’ ya chahey saza dey’ kyunkeh woh zalim hain. Zameen aur aasmaan mai jo kuch hai uska malik Allah hai’ jisko chahey bakhash dey aur jisko chahey azaab dey’ wo mu’aaf karney wala aur raheem hai.” (Soorah-e-Aale Imran:128-129)
Hazarat Abu Huraira (Radhi Allah Anhu) ney kaha jab Allah Ta’ala ney yeh aayat uteri: (wa anzir asheera takal aqrabeena) tau Aan Hazarat (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) kharhey huye aur farmaney lagey’ aey quraish key logo! Ya kuch aisa hi kalmia kaha tum apni apni janon ko moul lo (bachao) mai Allah key samney tumharey kuch kaam nahi aaney ka. Aey abd manaf key baito! Mai Allah key samney tumharey kuch kaam nahi aaney ka. Aey Abbas (Radhi Allah Anhu) Abdul Muttalib key baitey! Mai Allah key samney tumharey kuch kaam nahi aaney ka. Aey Safia (Radhi Allah Anha) meri phoopi! Mai Allah key saamney tumharey kuch kaam nahi aaney ka. Aey Fatima (Radhi Allah Anha) Muhammad (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) ki baiti! Merey maal mai se jo tujhey chahiye maang ley (mai doonga) magar Allah key saamney mai terey kuch kaam nahi aaney ka.” (Sahih Al Bukhari, Kitab Al Tafseer)
“Aey Nabi (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) kaho keh mai tau apney Rab ko pukarta hoon aur uskey saath kisi ko shareek nahi karta. Kaho’ mai tum logon key liye na kisi nuqsaan ka ikhtiya rakhta hoon’ na kisi bhalai ka. Kaho’ mujhey Allah ki grift se koi bacha nahi sakta aur na mai uskey daman sey siva koi jaye panah pa sakta hoon. Mera kaam iskey siva kuch nahi keh Allah ki baat aur uskey paighamaat pohonchadoon. Ab job hi Allah aur us ke Rasool (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) ki baat na maney ga uskey liye jahanam ki aag hai aur aisey log us mai hamesha rahengay.” (Soorah-e-Jin:20-23)
Hazarat Ibn-e-Abbas (Radhi Allah Anhu) bayan kartey hain keh mai ek roz Rasoolullah (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) key peechhey sawar tha keh Aap (Salllahu Alaihi Wa Alihi Wa Sallam) ney farmaya’ aey bacchey! Allah Ta’ala (key ahkamaat) ki hifazat kar Allah Ta’ala teri hifazat kerega’ Tu Allah Ta’ala (key huquq) ki hifazat kar tu Allah Ta’ala ko apney saamney payega. Aur jab tu sawal (ka irada) karey tau Allah Ta’ala se sawal kar aur jab tujhey madad talab karni ho tau Allah Ta’ala key saat madad talab kar aur yaqeen kar keh tamam makhlooq agar (bilfarz) is baat par jama hojye keh tujhey kuch fayeda pohonchaye tau tujhey sirf is kadar hi fayeda pohoncha sakti hai jis kadar Allah Ta’ala ney terey liye mukaddar kardiya hai aur agar tamam makhlook is baat par jama ho jaye keh tujhey kuch takleef dena chahey tau tujhey is kadar takleef de sakti hai jis kadar Allah Ta’ala ney terey barey mai likh diya hai. Qalam utha diye gaye hain aur sahifon ki siyahi khushk ho gayi hai.” (Mishkat Al Masabeeh:5302). Is hadith ka apney risaley fatahul ghaib (muqala # 42) mai zikar karney key baad Hazarat Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alaihe) farmatey hain: “Tau har momin par lazim hai keh is hadith (mubarak) ko apney dil ka aaina banaley’ usey ek orhna bichhona aur apni guftugu banaley. (yani) usey chahiye keh is (hadith mubarak) par apni tamam harkaat o saknaat mai amal kaey’ takeh who duniya aur aakhirat mai salamti paa sakey aur (usi key sabab) who dono (duniya o aakhirat) mai Allah Ta’ala ki rahmat o karam nawazi se izzat payega.”
Merey khayal se itni ahadith aur Quraani aayaat kafi hain aap ke challenge ke liye agar ab hi aap na maney tau wohi baat hai keh hidayat dena Allah ka kaam hai jisey chahta hai deta hai.
InshaAllah agli e-mail mai yeh bataney ki koshish karonga keh asli ahle sunnat kaun hotey hain apne munh se khud ko ahle sunnat kehne se koi ahle sunnat nahi ho sakta hai aur aapney jo likha hai keh: Agar main yeh Sabit kardu tho aap kya karo gey? Tau bhai sahib jhoot ka wabal tau aap par hai sabit kar saktey ho tau karo verna suni sunai baat aagey barhaney se bacho. Aap ko ek cheez aur batana chahonga keh aap keh tau rahe ho keh shia is not muslim lekin aap logon mai aur shia mai koi fark nahi hai agar shia muslim nahi hai tau aap bhi nahi ho aur agar aap khud ko muslim kehtey ho tau shia bhi muslim huye koshish karonga keh agli e-mail mai is baat ko sabit karney ki.
-----Original Message-----
From: Usman Qasim [mailto:usman...@hotmail.com]
Sent: Thursday, December 02, 2010 12:34 PM
To: in...@lhr.sapphire.com.pk; sage...@gmail.com; soul_o...@yahoo.com
Cc: zshans...@hotmail.com; pakista...@googlegroups.com; archite...@gmail.com
Subject: RE: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
to "in...@lhr.sapphire.com.pk" agar nam likh daytay tu zara jawab daynay mai ahsani rahtii.. masla he yahi meray bhai bahass baraayy bahasss ka koi hall nahi, aur logical baat app kartay nahi hoon. aik baat bata chaloo, app nay aik jaga likha "Sajidah ki kya shartain hain..???" tu meray bhai sajjdah ki koi sharatt nahi sajjdah sirf aik he zaat k agay jaiz hai aur wo ALLAH ki, aur yaha kisi nay aur app nay mazeed kaha "Allah, uskay Rasool aur Auliya per emaan rakhnay walon ko bghair tehkeeq k, mushriq kaha ja raha hai, us per aap ko koi takleef nahi hui" tu meray bhai yaha kisi nay ALLAH uskay Rasool pay emaan waloo ko mushrikk nahi kaha agar kaha hai tu qabroo ko sajjdah karnay waloo ko kaha hai aur haan agar koi ALLAH ki zaat k elava kisi aur k agay jukhna hai aur kisi aur say mangta hai tu usnay shirkk kia...aur mai tu bht say mazarat pay gea hon qabaroo pay jana mana nahi hai... aur mainay mazarat pay ya sab dekha haii ab app pata nahi konsay mazarat pay jatay hoon jo app ko ya sab jhoot aur bauhtan lagta hai...
From: in...@lhr.sapphire.com.pk
To: usman...@hotmail.com; sage...@gmail.com; soul_o...@yahoo.com
CC: zshans...@hotmail.com; pakista...@googlegroups.com; archite...@gmail.com
Subject: RE: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
Date: Thu, 2 Dec 2010 10:02:25 +0500
Bohat khoob Usman Mian...Allah, uskay Rasool aur Auliya per emaan rakhnay walon ko bghair tehkeeq k, mushriq kaha ja raha hai, us per aap ko koi takleef nahi hui... Sajidah ki kya shartain hain..??? Kabhi wahan ja kar ghaur kiya hai, kitnay log sajidah kar rhay hain..??? Jhoot aur bauhtan aap kay moun lag chuka hai aur Allah SWT ki taraf se saza kay taur par aap log is ma hamesha mubtala raho gay aur Yeh Allah SWT ki hi zaat hi hai jo aisay logon ko apnay khaas bandon kay nazdeeq bhi phtaknay nahi deti...
-----Original Message-----
From: Usman Qasim [mailto:usman...@hotmail.com]
Sent: Wednesday, December 01, 2010 4:01 PM
To: sage...@gmail.com; soul_o...@yahoo.com
Cc: zshans...@hotmail.com; pakista...@googlegroups.com; archite...@gmail.com; in...@lhr.sapphire.com.pk
Subject: RE: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
salam to all, i dont want to write agian on this topic, laykin ya " Sag-e-Taiba " sahab nay jis tarha ki language estamal ki hai aur dusroo kafir sabit karnay pay tulay hoe hain tu " SAG-e-Taiba" sahab ya kuch ahadith aur qurani ayat hai. koi b akal mand insan ya phad kar es ka andaza laga sakta hai k in ka kya matlab hai.. koi tafseer ya kisi alim k pass janay ki zarorat nahi.. ab ya na khana k mazaroo pay sajjdayy nahi hotayy. mazaroo pay sajjday aur qabroo ko chuma jata hai.. hota tu aur b bht kuch hai.. laykin wo aik alag bahass hai.. nechay app nay aik misal de thi (snake) walii ab wo kis per suit kartii hai app achay say andaza laga saktay hain.. aur akhree request ya debate meaning full honi chaee hai logicss pay baat karayy kisi ko kafir sabit karnay ki koshish na karayyy tu acha hai
Subject: Re: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
Bazmi and Zeeshan. And All
Must read whole reply. or Please aaplog kuch kehtey ho or mera Id Block kardiye ho. tho aap jo kahogey woh tho group mein spread hoga magar jo main reply karuga woh nai hoga. its not fair.
Aapk email ka jawab main aap he ki email mein likh raha hu, ta k confusion Avoid ho. or aapko or Padhney walon ko aasan ho isliye main apna text green mein likh raha hu.aapka email ka text black hai, or mera answer aap text k aagey ( ) braket mein green colour mein hai. .
Or please mujhey Talib-eMadina ki Bajaye agar Sag-e-Taiba kaho tho Accha hoga. yeh such hai k hum Talabgar-e-Madina hain, Magar Sag-e-Taiba kaha karo.Sabsey pehley main yeh kehna chahuga.Ek bachha apni Ammi sey kehta hai, Ammi main ney sharat lagai hai, k Saanp(snake) k per(wings) hotey hain, Tho us ki Ammi kehti hain bacha Sanp(Snake) k per(Wings) nahi hotey tu sharat haar jaayega. tho woh baccha kehta hai, main nai haaruga, Uski Ammi kehti hai woh kaisey, tho wo baccha jawab deta hai, main maanuga he nai. tho sharat haaruga b nai.or Aisa he kuch aap yaha per karrey ho.Chalo aapko aapka jawab deta hu.
On Mon, Nov 29, 2010 at 8:15 PM, I Am BazMi <soul_o...@yahoo.com> wrote:
Assalam o alaikum ...
janab e mohtaram ... apne ab tak kisi bhi bat ko mana na hi apni kisi bat ki theek daleel din ..
well...
ap ne apni is emails main kaha k...
1) Mazarat-e-Auliya per jana shirak, (iska jawab diya gaya tho)
2) Phir kisi ney aitraaz kiya jaana nahi bal k waha jaakar ziyarat karana shirak.( Iska jawab diye tho)
3) phir kisi ney aitraaz kiya nai nain wahan jaakar Maangney per aitraaz hai.
4) kisi ney kaha k nai Pakki Mazaar bananey per Aitraaz hai. Aitrazat tho bohot huvey or Ab bhi ho rahey hain, or yeh jitney bhi Aitraazat hain sab Mazarat-e-Auliya ko lekar he ho rahey hain.
chalen aitiraz se ap ko uljahn ho gai hey ...munderjah bala aitirazat k jawabat hi de detey but ye ho nahin saka ap se or ap ne kaha k jawabat de dye ... (Reply of Sag-e-Taiba : Jawbat diye hain, magar aap inkar kartey ho k nai diye, chalo aapk email sey he copy kar k bata hu.{email wrote by I Am BazMi <soul_o...@yahoo.com> on Tue, Nov 23, 2010 at 12:48 PMap ki email shroo hoti hey kuch youn k ''good news ye hey ap ne man lya k qabr per jana jaiz hey'' mery bhai ham ne inkar hi kab kia tha ..but ek bat maine kahi thi qabr nahin Quboor mean qabristan.}Main ney aapko siraf ek Aam musalmaan ki Qabar ki ziyarat ki Ahadith bataya tha, Tho jab ek Aam Musalmaan ki Qabar ki Ijaazat hai tho Phir Nabi or Vali mein aapko kyon Aitraaz hai? Main ney aap k saamney abhi tak Vali or Nabi ki Qabar ki ziyarat k Ahadeeths nai pehs ki. or waja yeh hai k aap pehley ek aam musalmaan ki Qabar ki ziyarat kiya karein phir baad mein aana Nabi or Vali ki Bargah mein.Phir aapney Bida-at bhi kaha, or aap ko bid-at ki sahi definatin b nai maalum thi, phir main ney aapko bidaat ki defination bataya woh b emai main hain, agar copy karu tho email bohot lamba ho jaayega. aapney uska reply nai diye, aisey bohot saarey sawal hain.aap tho ab galat bolna shuru kar chukey hain main ney keh raha hu k main ney jawab diya or aap kehtey hain k main ney jawab nai diya. Agar main ney jawab nai diya tho yeh kalimat jo main ney uper aapk email sey red copy kiya hu tho woh aapney kyon kahey?Aitraaz, aapney tho bohot kiye, aap bata do purey Quraan shareef mein sey, k kahin bhi likha ho. Mazarat-e-Auliya per jana Shirak hai. yeh ek Jumla bata do main jana chor du ga. Chalange again.chalo aapka email aagey padhtey hain.)chalen is behes se bahir atey hen....
bunyad per jatey hen...
bunyad hey Qabr.....
ap sirf Qabr ka pukhta honey wala aitiraz ka jawab de den ... baqi guftugu us k bad hoti hey ...mazar, shirk or etc jo bhi ho us per behes hoti rahegi .....
(Reply of Sag-e-Taiba: Pehley Andar tho aao, matlab, pehley mazaar per tho aao, phir bataingey Pakki Qabar k baarey, Pakka batain gey, Mazaar per he nai aatey Pakkey kacchey mein lagey ho, pehly aapko andar tho ley aau)Ab main baqi baton ko chor ker ap k dye gay chelllange per bat karonga...
ye ajeeb c bat nahin ... ap ne poori dunya ko challenge de dya or main naqis ilm rakhney wala ap ka challenge qubool kartey howey main apney dalail paish karney ki koshish karonga ,,,(Reply of Sag-e-Taiba: aapney ney apney aapko Naaqis ilam wala kahey, Jab koi ilam-e-deen mein Naaqis ho tho usko haq nai k woh kisi bhi musalmaan ko mushrik kahey. Ya kisi per Nukta chini karey, Ya phir Anbiya Auliya ki mazarat ya un k ilam k baarey mein kahey, jab wo khud adhura aalim hai, N you r most welcome aapney challange Qubul kiya hai)
ALLAh se ummmed hey wo meri madad farmay ga .... (Reply of Sag-e-Taiba: Is baat ko yaad rakho aagey bayaan karuga.
ap k text ye hen..
or Auliya Allah, Allah k barguzida bandey hain. jinho ney Allah ki raza haasil kar li.
Hum Nabi-e-Paak, sey maangtey hain tho Unhey Ya Rasul Allah key kar pukaartey hain, Hum Unhey Allah k Rasul keh kar pukartey hain, Allah nai kehtey.or na hi Allah samajhtey hain, Or jo kuch bhi Rasul Allah (SAW) detey hain tho woh Allah ki Ata sey detey hain, Nabi-e-Paak Sallah hu Alaihwa sallam Kareem or Sakhi hain tho Allah ki Ata sey, Nabi-e-Paak Sallah hu Alaih wa sallak k paas jo khazaney hain woh Allah k ata kiye huvey hain.
isi tarah Auliya Allah bhi Allah ki Ata sey hum gareebo ko ata kartey hain. Hum sab sunni unhey Allah keh kar yaa Allah samajh kar nai pukartey, Hum unhey Allah k paak barguzeeda bandey samajh kar pukartey hain. or aisa karna Shirak nai hai.
or Agar aap is ko Shirak kehtey ho tho Challange hai aap sab ko Quraan or Ahadees ki Roshni mein aap saabit kar k batao yeh shirak hai. I challange to All, (Wahabi, Deobandi, Tabligee, Shia, Ahl-e-Hadees, Naayaki, Chakdalwi, Rafizi, etc etc or jo jo bhi tabkey firkey hain sab ko challange).
chalen ibtida kartey hen ... (Reply of Sag-e-Taiba : Sure)
Qura'an Majeed ki pehli soorat pehli ayat..
sab ta'areefen ALLAH k lye hen jo tamam jahanon ka palney wala hey..(soorat:1,ayat:1)(Reply of Sag-e-Taiba : No Objection, its true.)
----------------------------------------------------------------------------------------
ham sirf teri hi ibadat kartey hen or sirf tujh hi se madad chahtey hen .(soorat:1 , ayat:5)
(Reply of Sag-e-Taiba : No Objection, its true. but is mein yeh kahan likha hai k Auliya or Anbiya sey Maango gey tho Mushrik ho jaao gey? I need answer.)
-----------------------------------------------------------------------------------------
jab merey bandey merey barey main AP(Nabi Kareem S.A.W) se sawal karen to Ap(Nabi Kareem S.A.W) keh dijye k main(ALLAH) bohot qareeb hon, her pukarney waley ki pukar ko jab bhi wo mujhey pukarey qubool karta hon, isi lye logon ko bhi chahye k wo meri(ALLAH) bat man lya karen or mujh(ALLAH) per eeman rakhen, yahi un ki bhalai ka bais hey (soorat:2.ayat:186)
(Reply of Sag-e-Taiba : Main pehley b keh chuka hu aap log Puri Aayat ya phir puri Hadees nai padhtey or na hi us ki tafseer padhtey ho. Or dawa karney nikal jaatey ho? Is it correct?
Aap yahan kya batana chahtey hain? Main apni samajh k aitebar sey aapki sohc likh raha hu. Aapka is aayat k mutabiq yeh batana chahatey hai k :
(jab merey bandey merey barey main AP(Nabi Kareem S.A.W) se sawal karen)
Yahan per sawal karney sey muraad, Mangna hai, aapk mutabiq, yeh aap batana charahey hain is aayat k hiwaley sey right?
Per Sawal k do meaning hain, ek ka meaning hai, Maangna, or ek meaning hai, Jo nahi maalum hai wo malum karna, or yaha per sawal k meaning hain Maalum karney k, Yeh main apni taraf sey nahi, Quraan sey pesh karra hu, main scanned copy is aayat ki tafseer yahan attach karra hu, or main ney is ki Tafseer ko Under line b kiya hai, Must read. Attachement 1.jpeg mein aayat ka tarjuma hai or Attachment 2.jpeg mein aayat ki Tafseer.
Or Important baat yeh hai k aap shirak k baarey mein kehna chahatey hain, or is aayat mein bhi kahi nahi likha hai K Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai. I NEED ANSWER?
------------------------------------------------------------------------------------------
aye Nabi kaho k na to main(Nabi Kareem S.A.W) tum se ye kehta hon k merey pas ALLAH k khazaney hen or na main(Nabi Kareem S.A.W) ghaib janta hon , or na main(Nabi Kareem S.A.W) tum se ye kehta hon k main farishta hon.main to sirf jo kuch merey pas wahi ati hey us ka ittiba'a karta hon, ap kahye k andha or beena kahin barabar ho sakta hey , so kia tum ghor nahin kartey .(soorat:6,ayat:50) $$$
Ittiba'a : yani merey pas ALLAH k khazaney bhi nahin hen ( mean k har tarah ki qudrat o taqat) k main tumhen ALLAh k uzn o mashiyat k baghair koi aisa bada mo'ojaza sadir kar k dikha doon k tumhen meri sadaqat ka ilm ho jay , or merey pas ghaib ka ilm bhi nahin k mustaqbil main pesh aney waley waqiat se tumhen muttali'e kar don, mujhey farishta honey ka da'awa bhi nahin k tum mujhey aisey kharq adat umoor par majboor karo jo insani taqat se balatar hon. main to sirf us wahi ka pero hon jo mujh per nazil hoti he or is main hadith bhi sahmil he ..
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½mean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..(Reply of Sag-e-Taiba : Allahu Akbar, kya aapko zara si bhi Aqal hai, ya phir aap mein zari si bhi sharam hai? Aapney ney jo tafseer likhi hai, ya phir jo wazahat ki hai jisye main ney red kiya hai , yeh aapney khud sey ki hai, or aap ek Naaqis Aalim ho. aapko kis ney haq diya? k aap tafseer likho. Toba karo.
Kya aap jaantey ho ismein Allah, Mohammed SAW ko kin sey mukhatib honey ko keh raha hai? Aap hi ki line mein Allah ney kaha k Aye Nabi SAW kaho. Per kisey kehna, or kin ko kehney k liye kaha hai.
Kya Allah k Nabi ney yeh Kalimaat, Momino or Musalmaano k liye kahey they, Ya phir Tamam logo k liye? Kye yeh aap jaantey ho? Agar Nahi tho Tafseer kyon likhi, Deen mein or Quraan mein kyon milawat karney ki koshish karrey ho?
Jab Allah ko kehalwana hota hai Momino ya Musalmano k liye tho Allah kehta hai Quraan mein : Ya Aayu Hal Lazina Aamino (Aye Imaan walon Ya Aye Momino) or Jab Allah kehna chahata hain Tamam logo sey tho kehta hai, Ya Ayuh ha nnaas(Aye logo) Magar Yaha per Allah ney kaha k Aye Nabi keh do
tho aapko sochna chahiye yeh kin sey kaha jaaraha hai?
Yeh Farmaan hua tha Munfiqeen or Kaafiro k liye, Jo Allah k Nabi per Shak kartey they, or aaj bhi kuch log shak kartey hain, tho yeh farmaan un k liye hai. Or yeh main nahi kehta aap khud Quraan Padhein, See attachment 3.jpeg Is attahment mein main ney Quraan ki Aayaat or uski Tafseer ko Under line kiya hai. apni aankho sey padhey.
or yeh Farmaan Aaj bhi unhi Kafiro Munafiqin k liye hain, jo Nabi paak SAW per shak kartey hain, hum Momino k liye nahi. ab faisla aap ko karna hai aap kya ho?
Or Sab sey ahem baat, Is aayat mein bhi kahi bhi yeh nahi kaha gaya hai, k Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai. I NEED ANSWER?
Allah k Nabi SAW ko Allah ki Ata sey ilam-e-Gaib hai, yeh bhi is ayat sey sabit hai, kyon k baat shirak per ho rahi hai, is liye main zyada wazahat nai karuga, Aqal mand woh jo is aayat ki tafseer or Maani sey samajh jaaye. main Quran ki aisi bohot saari aayat hain jin sey saabit kar sakta hu k Nabi-e-Paak SAW ko ilam-e-Gaib Allah ki Ata sey hai. Jo Inkaar karey yani Quraan ka Inkar karey woh Kaafir hai.-----------------------------------------------------------------------------------
Ap farma dijye k main khud apni zat khas k lye kisi nafa'a ka ikhtyar nahin rakhta or na kisi zarar ka , magar itna hi k jitna ALLAh ne chaha ho or agar main ghaib ki baten janta hota to main bohot se munafi'e hasil kar leta or koi nuqsan mujh ko na pohonchta , main to mahaz daraney wala or basharat deney wala hon un logon k lye jo eeman rakhtey hen
(soorat:7, ayat:188)
ye ayat is bat main kitni wazih heyk Nabi Kareem(S.A.W) alim ul ghaib nahin . alim ul ghaib sirf ALLAH ki zat hey.
Halan k ba'az jangon main Ap(S.A.W) k dandan e mubarak bhi shaheed howey Ap(S.A.W) ka chehra e mubarak bhi zakhmi howa, or Ap.S.A.W ne farmaya k ye qom kesey falah pa sakti hey jis ne apney Nabi Kareem S.A.W k sir ko zakhmi kia.
Hazrat Ayesha siddiqah(Radhya ALLAH u anha) per tohmat lagi to Nabi Kareem S.A.W sakht muztarib rahey .....
ek yahoodi orat ne Nabi Kareem S.A.W k khaney main zehre mila dya or (Nabi Kareem S.A.W) ne tanawul bhi farmaya..
(Reply of Sag-e-Taiba : Bazmi shahab Aap ney kufar kiya hai, Or Kaafir ho chukey ho. Toba karo, Kalima wapas sey padho or Agar Shadi shuda ho tho Nikah phir sey karo. Aapko Naaqis hotey huvey yeh baat keh gaye. Main Agar main aapki walida per tohamat lagao tho aap kya feel karo gey? or jo Nabi-e-Paak SAW ki Zoja or Hum Musalmaano ki Maa per Tohmat lagaye phir had sey guzar kar Aap SAW per bhi Tohamat lagaye k woh nahi jaantey they? tho aap aisey shaks ko kya kaho gey? Wallah wo kaafir hai, or Gustaakh-e-Rasul SAW hai, Woh Deen ka Gaddar hain Wo Munafiq hai. or Allah usey kabhi nai bakshey ga.
Khamosh hona, ya Muztarib hona is baat ki daleel nahi k unhey maalum na tha, Jistarah aap muztarib ho jaaogey k aapki Walida per main ney ganda sa tohmat lagaya hu isee tarah Nabi-e-Paak SAW bhi Muztarib ho gaye, Or Agar Nabi SAW jab he jawab ata farma detey tho yeh Munafiq kehtey k dekho Ghar ki baat aayi tho direct bol diye. Khuda sey bhi nai puchey. Allah or Allah ki Ata sey Gaib daan Nabi SAW jaantey they k 14th Century mein kuch Aqal waley munafiq aisi baat bhi kahey gey isliye Allah k Nabi ney Khamoshi ikhtiyar ki or Allah ney Jawab dey diya Quraan mein 11 aayat bhej di. 1 nai 11 aayat. taa k Munafiq bhi dekh ley k Allah Paak, Allah ka Nabi Paak, Allah k Paak Nabi k Ahl-e-Bait Paak or wo saabit hai Quraan sey main puchta hu Yazid Naapak, uski paaki Quraan sey saabit karo? Or jo Napaak ink baarey mein napaak khayalat rakhey woh Napaak or woh Napaak ka thikana jahanam hai.
Yahan Baat ho rahi thi shirak k baarey mein Bazmi yeh kaha chaley gaye aap? or Mujhey kehtey ho k main ney jawab nai bal k idhar udahr ki baat kahi? Yeh lo aap ney jo aayat pesh ki hai us k baarey mein padho.
Nabi Paak k ilam per hamesha sawalat or Shak o Shubat karna yeh Munafiqon Nishani hai, or yeh main nahi khud Nabi-e-Paak SAW ney farmaya is aayat ki Tafseer mein padho. ab aap hi samajh jaao Shak kis ko hai? kon or jo shak karrey hain woh kon hain?
QURAAN ki aayat ko pura or samajh kar padho. Naaqis Aalim, Khatra-e-Emaan hota hai.
Aap log is aayat ki Tafseer or Tarjuma dono padhein, See Attachment 4.jpeg. or Aap he batao jo log Naaqis hon or Quraan k Aayat ko Adhoora padhkar or uski Tafseer jaaney bagair fatwey detey hain un logo ko aap kya kaho gey?
Allah k Nabi ki Shaan mein Gustaakhi Kartey hain, Quraani aayat ko logon mein Galat tarikey sey bayaan kartey hain. or Allah ki madad sey umeed rakhtey hain. Jaisa k inho ney uper email k start mein likha hai.
Beshak Allah or Allah k Rasul SAW unhi ki madad karta hai, Jo Allah or Nabi-e-Paak Sallah hu Alaih wasallam ki Shaan mein Gustaakhi nai kartey.
Bazmin sahab, Aapko batana hai shirak k baarey mein or yeh kya bayaan hai aapka?
I NEED ANSWER?
---------------------------------------------------------------------------------------
Ap keh dijye k main tum jesa hi ek insan hon, han meri janib wahi ki jati hey k sab ka Ma'abood sirf ek hi hey, to jisey bhi apney perwardigar se milney ki arzoo ho usey chahye k nain a'amal karey or apney parwardigar ki ibadat main kisi ko bhi shareek na karey.(sorat:18.ayat:110)
amal salih wo hey jo sunnat k mutabiq ho , ya'ani joapney RAb ki mulaqat ka yaqeen rakhta he, usey chahye k har amal sunnat k mutabiq karey. or doosrey , ALLAh ki ibadat main kisi ko shareek na karey (dua bhi ibadat hey) is lye k bid'at or shirk donon hi habt a'amal ka sabab hen..ALLAh in donon se haemn mehfoos farmay ameen
(Reply of Sag-e-Taiba : Please zara inki tafseer chor kar Quraan ki Tafseer padho. Seet Attachment 5.jpeg.
Or Bazmi Sahab, Hum tho Allah ki hi Bandagi kartey hain, Main ney kab kaha k hum Anbiya or Auliya ki Bandagi kartey hain? Yaha baat ho rahi hai Shirak per, Kya Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai? or is aayat mein yeh kaha hain k Anbiya or Auliya sey madad maango gey tho mushrik ho jaao gey. yeh kahan hain k Mazaraat-e-Auliya ya Anbiya per jao gey tho Mushrik ho jaaogey?
I NEED ANSWER.
--------------------------------------------------------------------------------------
wo rat ko din or din ko rat main dakhil krta hey or aftab o mahtab ko isi kam p lagaya howa hey , har ek mi'aad mo'ayyan par chal rahey hen, yahi hey ALLAh tum sab ka palney wala usi ki saltanat chal rahi hey. jinhen tum us k siwa pukar rahey ho ! wo to khajoor ki guthli k chilkey k bhi malik nahin hen .(13)
agar tu unhen pukaro to wo tumhari pukar sunte hi nahin , or agar (bilfarz) sun bhi len to faryad rasi nahin karengey , bal k qayamat k din tumharey is shirk ka saf inkar kar jaingey, ap ko koi bhi ALLAH jesa khabardar khabren na dega(sorat:35, ayat13-14)
(Reply of Sag-e-Taiba : Zara aap batao gey, yeh jo word hai jinhen or unhen in sey kya Auliya or Anbiya muraad hain? Kya yeh aayaat mein Anbiya or Auliya likha hai? Yeh aayat Buton k liye hain, Yahan per jinhen or unhen sey murad But(idols) hain, Anbiya or Auliya nai? Kaafir hai woh shaks jo butoon(idols) ki aayat ko Anbiya or Auliya sey munsalik kardey. or Kaffiron ki aayat Musalmano sey munsalik kardey jaisa k is sey pehley uper pesh gayi aayat ki (soorat:6,ayat:50) aayat mein karney ki koshish ki gayi. (sorat:35, ayat13-14) Must seet the Attachment 6.jpeg
Kya is Aayat mein likha hua hai, Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai?
I NEED ANSWER.
-------------------------------------------------------------------------------------
Ap keh dijye ! k main koi bilkul anokha paighambar to nahin, na mujhey ye maloom hey k merey or tumhary sath kia kia jay ga, main to sirf Us ki pairwi karta hon jo meri taraf wahi bheji jati hen or main to sirf alal e'lan agah karney wala hon(soorat:46,ayat:9)
(Reply of Sag-e-Taiba : Bazmi sahab aap bata ney waley they Anbya Auliya sey mangnga shirak hai, or aap tho ilam-e-Gaib k baarey mein shuru ho chukey ho? yeh kya hai, Chalo hamara tho Imaan hai k Nabi-e-Paak SAW ko Allah ki Ata sey ilam-e-Gaib hai. or yeh bhi isi aayat ki tafseer mein mojud hai. Must read Tarjuma with Tafseer. Attachment 7.jpeg and 8.jpeg. is aayat ki Tafseer Adhi 7.jpeg mein or Aadin 8.jpeg mein hai. read both.
--------------------------------------------------------------------------------------
wesey poora Qura'an majeed Us ki har ek ayat dil karta tha likh don ...well
(Reply of Sag-e-Taiba : Bami sahab, Main ney kaha tha k Anbiya or Auliya sey mangna shirak nai hai. or us per aapney Quraan ki Chand aayat pesh ki, Main ney us ka jawab aapko Quraan ki unhi aayat sey diya. or mera chalange tha k koi sabit kar k dikha dey k Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai. main ney sab ko chalange kiya tha magar aapney aisi ek aayat bhi nai bataye jismein kaha gaya ho k Anbiya or Auliya sey madad mangna shirak hai. aapney kaha poora Qura`an. Main chahata hu agar aap ab bhi kuch pesh karna chahatey hain Quraan sey tho Sabit karo. Ek aayat Pura Qur`an tho door ki baat hai, Ek aayat dikha do jismein likha ho k Anbiya or Auliya sey mangna Shirak hai.
ab ek tareekhi waqia arz hey ... main zyda tool nahin donga is email ko isi ley ek wo waqia jo main pehley bhi share ker chuka hon wo yahan phir se share kerta hon ...
Hazrat Anas (ra) kehtay hain k Jab qehet prta, Umer-bin-Khattab(ra) Hazrat Abbas(ra) -ibne-Abdulmutlb k waseelay se baarish ki dua krtay aur kehtay:
"Ay hamaray Allah! ham teri taraf apnay Nabi(peace be upon him) ka waseela ikhtiyaar krtay thay (yani un ki zindagi main un say dua krwaatay thay). Aur Tu hamein seraab krta tha. Ab (Aap (peace e pon him) ki wafaat k baad) teri taraf apnay Nabi(peace be upon him) k chacha ka waseela ikhtiyaar krtay hain (Yani un se dua krwaatay hain) ps tu ham ko paani pila." Anas-bin-Maalik(ra) kehtay hain "Ps wo seraab kiyay jaatay thay".
[Sahih Bukhari , Hadeeth 1010]
(Reply of Sag-e-Taiba : isey kehtey hain Haq, Main ney kaha tha k Anbiya or Auliya sey mangna shirak hai aap sabit karein, Magar yahan aapney he Bukhari ki ek Hadeeth Pesh ki hai, Jismein aap ney likha hai K
Umer-bin-Khattab(ra) Hazrat Abbas(ra) -ibne-Abdulmutlb k waseelay se baarish ki dua krtay aur kehtay
or tho or aagey
"Ay hamaray Allah! ham teri taraf apnay Nabi(peace be upon him) ka waseela ikhtiyaar krtay thay
in dono baaton sey tho bilkul saaf hai, k Allah k Nabi SAW ka waseela ley kar Sahaba ney dua ki hai, or tho or Ahl-e-Bait Yaani Abbas(ra) -ibne-Abdulmutlb (Chacha) k Wasiley dua ki bhi hai, or woh dua Qubul bhi hai. tho ab is mein shirak kahan hua?
ALLAH k bargazeedah bandey bhi merey or ap jesey hen ...but unhone apni ibadat or sakht jaddojuhad or ALLAH ki mohabbat main aik khas muqam hasil kar lya ...or hamen bhi ek rasta bata gay k is tarah chalo gay to falah pa jao gey...
ALLAH ham sab ko rah e hidayat p chalay or har har qadam per hamari madad farmay ...behsak Ya RAb teri madad k baghair ham kuch nahin ...
Main ney jab bhi Chalange kiya tha or Ab bhi usi chalange ko wapas yaha copy karra hu:
Hum sab sunni unhey Allah keh kar yaa Allah samajh kar nai pukartey, Hum unhey Allah k paak barguzeeda bandey samajh kar pukartey hain. or aisa karna Shirak nai hai.
or Agar aap is ko Shirak kehtey ho tho Challange hai aap sab ko Quraan or Ahadees ki Roshni mein aap saabit kar k batao yeh shirak hai. I challange to All, (Wahabi, Deobandi, Tabligee, Shia, Ahl-e-Hadees, Naayaki, Chakdalwi, Rafizi, etc etc or jo jo bhi tabkey firkey hain sab ko challange).
To
Zeeshan
kyon k main Bazmi sahab ka email ka answer likhraha tha isliye aapka answer na likh saka, magar aapka answer bhi Zarrur dunga, Merey paas waqat ki Qillat hai, warna aapka b answer zarur likhta. Insha Allah aapko mera reply ek do din mein zaroor milega.
Aasi O Gunah Gaar Talib-e-Madina
Sag-e-Taiba
From: "Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina" <sage...@gmail.com> Cc: archite...@gmail.com; zshans...@hotmail.com; sla...@gmail.com; usman...@hotmail.com; syedirf...@gmail.com; usman...@yahoo.com; fin...@nisarspinning.com; sha...@umergroup.com; far...@mohammadfarooq.com; soul_o...@yahoo.com; Sapphire <in...@lhr.sapphire.com.pk>
Sent: Mon, November 29, 2010 3:01:56 AM
Subject: Re: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I canï؟½t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allahï؟½s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Arenï؟½t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allahï؟½s mercy.
AMEEN
-----Original Message-----
From: Usman Qasim [mailto:usman...@hotmail.com]
Sent: Thursday, December 02, 2010 3:11 PM
To: in...@lhr.sapphire.com.pk; sage...@gmail.com; soul_o...@yahoo.com
Cc: zshans...@hotmail.com; pakista...@googlegroups.com; archite...@gmail.com; joinpa...@googlegroups.com
Subject: RE: **JP** Poem by a Hindu Poet - An eye opener !!!
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... أوتيت القران ومثله معهmean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I can’t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allah’s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½mean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I canï؟½t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allahï؟½s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Arenï؟½t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allahï؟½s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... أوتيت القران ومثله معهmean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I can’t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allah’s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... ط£ظˆطھظٹطھ ط§ظ„ظ‚ط±ط§ظ† ظˆظ…ط«ظ„ظ‡ ظ…ط¹ظ‡mean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I can’t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allah’s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ï؟½ ï؟½ï؟½ï؟½mean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I canï؟½t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allahï؟½s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Arenï؟½t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allahï؟½s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... أوتيت القران ومثله معهmean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I can’t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allah’s mercy.
AMEEN
jesa k ap(S.A.W) ne farmaya... أوتيت القران ومثله معهmean mujhey Qura'an k sath is ka misl bhi da gaya hey jesey k hadith e Rasool(S.A.W)
andha o beena: ye istifham Inkar k lye hen ya'ani k andha or beena , gumrah or hidayat yafta or momin or kafir barabar nahin ho saktey ..
Allah hafiz
Aasi-O-Gunahgaar, Talib-E-Madina
Dear All,
I can’t able to understand that why we wish to close our eyes and why non-muslims has become derider upon us. Why we left teachings of Nabi (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) when Allah’s apostle (Sallalaho Alaihe Wa Aalehi Wasallam) taught us that we should worship of saints and build their tombs. Aren’t we going on the track of Hindus & Christians. Yes indeed we are doing same thing more or less. We all should do our betterment according to Quran & Sunnah.
We should go on the narrow way by Allah’s mercy.
AMEEN