Maut

5 views
Skip to first unread message

Nikunj Bansal

unread,
Dec 28, 2014, 11:38:23 AM12/28/14
to hul241_2012
sali aati bhi to nahi,
ye maut sali aati bhi to nahi,
sarfiron ke saaye me,
sarfarosh ho liye yahan.

insaaf ke tarazu me paida hue janaab,
dono paallon mein ek ek taang,
suin susri beech me ghus gayi,
chal na paaye uske baad janaab.

deewanon jaisi harkatein, 
bachpan se budhape tak,
aur har janam me re-janam,
khudh ki vyatha pe na hasa jaye na roya.

bhagwan ne hamein kyu banaya?
aur humne bhagwan ko kyun banaya?
uttar abhi hai abhi nahin,
asliyat to ye hai ki bhagwan ke hi saikdon ansh hain hum, 
jo us system ka nirantar hissa ban chuke hain jo khud bhagwan ne hi banaya tha. ya banaya hai. ya na kabhi kuch bana na kabhi kuch marega?
there is just one truth though after all the phellaphfi blabber,
I


Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages