Adi Yogi (Song with Lyrics)

4,367 views
Skip to first unread message

manisha khuller

unread,
Mar 16, 2017, 2:54:10 PM3/16/17
to Manisha Khuller
ADI YOGI _/\_

Image may contain: 1 person










Image may contain: indoor


Image may contain: 2 people



Image may contain: night

Door us aakash ki gehraiyon mein,
Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi,
Shoonya sannate tapakte ja rahe hein,
Maun se sab keh rahe hein Adiyogi,
Yoga ke sparsh se ab yogmaya karna hae tan man,
Saans shaashwat sanana sananana,
Praan gunjana dhanana dhananana,
Utare mujhme Adiyogi,
Yoga dhara chalat chan chan,
Saans shaashwat sanana sananana,
Praan gunjana dhanana dhananana,
Utare mujhme Adiyogi,
Utare mujhme Adiyogi..

Pees do astitva mera,
Aur kar do choora choora,
Poorna hone do mujhe aur,
Hone do ab poora poora,
Bhasma wali rasm kar do Adiyogi,
Yoga utsav rang bhar do Adiyogi,
Baj uthe yeh mann sitari,
jhanana jhanana jhanana,

Saans shaashwat sanana sananana,
Praan gunjana dhanana dhananana.(X2)

Saans shaashwat..
Praan gunjana..
Utare mujhme Adiyogi,
Yog dhara chalat chan chan,
Saans shaashwat sanana sananana,
Praan gunjana dhanana dhananana,
Utare mujhme Adiyogi..
Utare mujhme Adiyogi..

No automatic alt text available.

_/\_



manisha khuller

unread,
Mar 16, 2017, 2:55:11 PM3/16/17
to Manisha Khuller

manisha khuller

unread,
Mar 16, 2017, 2:57:00 PM3/16/17
to Manisha Khuller
Reply all
Reply to author
Forward
0 new messages