Thissong is not only a boat song, a romantic song, a feel good song etc, it is also a song for nostalgia buffs. Yes, those were the days when Dal lake used to be a big attraction for Bollywood movie makers.
hai aaj naye armaanon se, aabaad mere dil ki nagri
barson se khizaan kaa mausam thaa
barson se khizaan kaa mausam thaa
veeraan badi duniyaa thi meri
veeraan badi duniyaa thi meri
haathon mein teraa aanchal, aayaa ke bahaar aayi
ye dekhke dil jhoomaa, li pyaar ne angdaayi
deewaanaa huaa baadal, saawan ki ghataa chhaayi
ye dekhke dil jhoomaa, li pyaar ne angdaayi
deewaanaa huaa baadal, saawan ki ghataa chhaayi
ye dekhke dil jhoomaa, li pyaar ne angdaayi,
deewaanaa huaa baadal
3a8082e126