Moula Rasool Akram (S.A.W.W) :
pardah daar larkiyan behtareen aulaad hein, pardah aurat k
liye buri nazrun se bachne k liye aik dhaal ki haisiyat rakhta
hai.
(Seerat Nabwi s.a.w.w pg 66)
Jis tarah ''Moti k leyey Sadaf''.. Jawhraat k lyey Sandooq zarori hay
Isi tarah Aurat k lyey parda''...
Hazrat Syeda Bibi Fatima s.
Rasool_e_Khuda s.a.w nay Janab_e_Fatima s.a
say pocha k
Aurat k lyey sab say behter kiya hay?
Masooma s.a nay Jawab diya..
"Aurat na kisy Namehram ko dekhay Aur Koy Namehram usay
na dekhay...
" Beparda orat ka Khuda k nazdeek koi muqam nahi hai"
Moula Ali a.s
" Ek be-parda orat ki misal aisi hai jaisy woh mery Qatl ki sazish
main shareek ho"
Moula Ali a.s
Hazrat Imam Hussain (A.S.) :
" Aurat Ka Parda Krna
" Shaheed " K Khoon Se Zyada Afzal Hy "
Bazaron main jo karti hain apni numaish
Aay bebion kia tmhen yaad Koofa nahi hai?
Khutba bhe dia tha to Lehjy main Ali a.s k
Zanib a.s ki to Awaz bhe be-parda nahi hai.