गैर लगता है न अपनो की तरह मिलता है,
तू ज़माने की तरह, मुझको सताता क्यूँ है?
वक़्त के साथ हालात बदल जाते हैं,
ये हकीकत है, मगर मुझको सुनाता क्यूँ है?
एक मुद्दत से जहाँ काफिले गुजरे ही नहीं,
ऐसी राहों पे, चरागों को जलाता क्यूँ है?
Aankh se aankh milaa, baat banaata kyoon hai?
Tu agar mujh se khafaa hai to chhupaata kyoon hai?
Gair lagta hai na apano ki tarah milta hai,
Tu zamaane ki tarah, mujhko sataata kyoon hai?
Vaqt ke saath halaat badal jaate hain,
Ye haqeeqat hai, magar mujhko sunaata kyoon hai?
Ek muddat se jahaan kaafile gujre hi naheen,
Aisi raahon pe, charaagon ko jalaata kyoon hai?