Karnataka vidhan sabha mein aisi waise MMS dekhne walon par desh droh kyun nahi
Ashok Chinhh wale letter head pe dalali karne walon par desh droh kyun nahi
Vidhan Sabha mein hatha payi karne walon par desh droh kyun nahi
Bhadaku bhashan dene wale netaon par desh droh kyun nahi
Lekin cartoon banane wala Aseem Trivedi Desh Drohi.