Yeh Chaand Sa Roshan Chehra Lyrics from the movie Kashmir Ki Kali is sung by Mohammad Rafi, its music is composed by O P Nayyar and lyrics are written by S H Bihari. Kashmir Ki Kali is a 1964 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore and Pran.
Har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka
Har shaam ki chadar kaali saya hai tere baalon ka

Saya hai tere baalon ka
Tu balkhaati ek nadiya, har mauj teri angdaayi
Jo in maujon mein dooba usne hi duniya paayi
Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya
Yeh chaand sa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehara
Yeh jheel si neeli aankhein
Koi raaz hai inmein gehra