FarmaN e Mola Imam BaQaR asws
" Agar TumharaY Ander Raazo Ko Bardasht KarnY Ki Quwat Hoti To Hum Har
SHIA Ko Us K
Nafa o NuQsaN k BaraY MAi Ittala De DetaY ".
BooK # Al Shafi, Vol # 2, PagE # 165
Imam MuhammaD BaQaR asws Ny FarmayA:
" Allah j.j Kisi K JigaR Ki AaG Bhujanay ( Piyasy Ko Paani PilanaY ) Ko BohaT
Pasand Karta Hai
Or Jo Shaks Kisi Janwer Ko Paani Pilaye GA Allah j.j Apni Arsh Mai Usko Us Din
RAkhay Ga Jis
Din Us k Saaye k Siwa Koi Dusra Saaya NAhi Hoga ".
BooK # MAn La YAzharul Faqhe
Jild # 2, Page # 33
Hazrat Imam Mohammad Baqar a.s Ny Farmaya:
" Jis Aalim K Ilm Se Nafa Uthaya Jaye Wo Aalim 70,000 Aabidiyon Sy Afzal Hai "
Tohfa Aqool
Agar Parwardigar Ka Paida Kiya Huwa Har Nabi, Har Siddique, Har Shaheed,
Har AhlyBait K Dushman Ki Sifarish Karay K Khuda Usay Jehanum Se Nikal Dy
To Na Mumkin Hai Wo Farma Chuka Hai Ye Jahnum Mai Humesha Rehnay
Walay Hain."
Sawwab Ul Ammal.
Sayings by IMAM MOHAMMAD BAQIR asws
1. Remember your previous sins with severe repentance and more seeking
forgiveness.
2. One who disobeys Allah has no knowledge of him.
3. The scholar who derives benefit from his knowledge is better than 70,000
devotees.
4. The height of perfection is excellence in the understanding of the religion,
endurance in hardships and administration of the affairs of life according to one's
means, in the right measure
Huwa Paida Jahan MAi Aaj wo Hum'NaaM e PayghamBer
LaQaB "BaQaR" Hai Jis Ka Or KUNIYAT "Abu'JaffeR"
Imam Ul MutaQeeN, MunsoOs Or MasoOm Aalam mai
Nabi Ka PaanchwaN NaiB, Humara Paanchwan Rehber
Jashan e Zahoor Sarkar e Mola Imam Mohammad Baqar asws Baraq Al Aloom
Or Mah e Rajab Ul Murajib Tamam Mominon Ko Dil Ki Gehraiyon Se Bohat Bohat
Mubarak Ho.