kya bataayein jis ko sanam maan kar shab bhar marre
haye jis ko sanam maan kar shab bhar marre
woh kameena subah hote phur ho gaya
jis ko mohabbat ka teacher kehte rahe
woh phateacher ek lesson mein fail ho gaya
kaske jean-pent gentleman jo bane
raat bhar pajame se ladta raha
hum jagate rahe dil jalate rahe
woh jamai raazai mein lagata raha
jhalla mera aashiq jhalla wallah
mera balma jhalla wallah
mera jhalla wallah wallah
jhalla wallah wallah wallah
mera hero mera aashiq mera majno mera sayiaan
mera balma wallah haye mera jhallah wallah haye haye
hero aashiq jalla wallah sayiaan balma jhalla wallah
jhalla jhalla jhalla wallah