Google Groups no longer supports new Usenet posts or subscriptions. Historical content remains viewable.
Dismiss

Angoor Ka Daana: naiNo.n kii mat maaNiyo re ... naiNaa Thag le.nge

0 views
Skip to first unread message

Vinay

unread,
Jul 7, 2006, 4:24:16 PM7/7/06
to
Rahat Fatah Ali Khan's voice and singing match the mood of the
composition perfectly, even elevates it. At the same time though, his
inconsistent pronunciation of naa/Naa takes away some pleasure. Despite
that, it's my current favorite of the lot. An infectious and beautiful
melody. As for Gulzar, what can one say except just marvel..

"naiNo.n kii zubaan pe bharosaa nahii.n aataa
likhat pa.Dhat naa rasiid naa khaataa
saarii baat *hawaaii* re"

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{naiNo.n kii mat maaNiyo re ... naiNaa Thag le.nge}%
\film{Omkara}%
\year{2006}%
\starring{}%
\singer{Rahat Fateh Ali Khan}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Gulzar}%
%
% Tags: naina, eyes
% Audio on:
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 7 Jul 2006
% Series: Angoor Ka Daana
% Comments:
% generated using www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
(naiNo.n kii mat maaNiyo re
naiNo.n kii mat suNiyo) 2
naiNo.n kii mat suNiyo re

naiNaa Thag le.nge
(naiNaa Thag le.nge, Thag le.nge
naiNaa Thag le.nge) 2

jagate jaaduu phuu.Nke.nge
jagate jagate jaaduu
jagate jaaduu phuu.Nke.nge re
nii.nde.n ba.njar kar de.nge
naiNaa Thag le.nge ...

(bhalaa-mandaa dekhe Naa paraayaa Naa sagaa re
naiNo.n ko to Dasane kaa chaskaa lagaa re) 2
(naiNo.n kaa zahar nashiilaa re
naiNo.n kaa zahar nashiilaa) 2
baadalo.n me.n satara.ngiyaa.N bowe.n
bhor talak barasaawe.n
baadalo.n me.n satara.ngiyaa.N bowe.n
naiNaa baawaraa kar de.nge
naiNaa Thag le.nge ...

naiNaa raat ko chalate-chalate
swargaa.n me.n le jaawe.n
megh-malhaar ke sapane biije.n
harayaaLii dikhalaawe.n
(naiNo.n kii zubaan pe bharosaa nahii.n aataa
likhat pa.Dhat Naa rasiid Naa khaataa) 2
saarii baat hawaaii re
saarii baat hawaaii
biN baadal barasaawe.n saawaN
saawaN biN barasaataa.N
biN baadal barasaawe.n saawaN
naiNaa baawaraa kar de.nge
naiNaa Thag le.nge ...
%
#endindian
\endsong

Pramod

unread,
Jul 9, 2006, 4:24:28 AM7/9/06
to
Thanks for the lyrics, Vinay!
found it useful as well as interesting!
when do we get the lyrics of "o saathi re"
Have lots of questions regarding this song. Looking forward to it.
Thanks again!

Pramod

Vinay schrieb:

0 new messages