Google Groups no longer supports new Usenet posts or subscriptions. Historical content remains viewable.
Dismiss

Angoor Ka Daana: mai.n chaa.Nd nigal gaI ... namak ishk kaa

0 views
Skip to first unread message

Vinay

unread,
Jul 7, 2006, 10:36:46 AM7/7/06
to
There are few teams in HFM today with better reliability score than
Gulzar-Vishal. You can expect a great soundtrack fom them and get it.
'Omkara' was eagerly awaited and what a treat it is.

I am going to post lyrics of some more songs from the album but let me
start with this dhamaal of a song. If 'kajaraare' was the rage of last
year, this one deserves every bit of fame and lip-time this year. Rekha
(Bhardwaj; Vishal's wife) proves her range once again after Bhaggmati.


Even if you are a sweet(ness)-lover, try this 'namakeen' for a change.
I assure you ki uu.Ngaliyaa.N chaaTate rah jaae.Nge.

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{mai.n chaa.Nd nigal gaI ... namak ishk kaa}%
\film{Omkara}%
\year{2006}%
\starring{}%
\singer{Rekha, Chorus}%
\music{Vishal}%
\lyrics{Gulzar}%
%
% Tags: mujara, fun, masti
% Audio on:
% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: 7 Jul 2006
% Series: Angoor Ka Daana
% Comments:
% generated using www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
mai.n chaa.Nd nigal gaI
ho jii mai.n chaa.Nd nigal gaI daiyaa re
(bhiitar bhiitar aag jale
baat karuu.N to sek lage) 2
ho mai.n chaa.Nd nigal gaI daiyaa re
a.ng pe aise chhaale pa.De
tez thaa chhau.nkaa kaa karuu.N
sii sii karatii
sii sii
sii sii karatii mai.n maruu.N
zabaa.N pe laagaa jii laagaa jii re
zabaa.N pe laagaa
zabaa.N pe laagaa laagaa re
namak ishk kaa, tere ishk kaa

(zabaa.N pe laagaa laagaa re
namak ishk kaa, haay tere ishk kaa) - koras

zabaa.N pe laagaa laagaa re ...

balam se maa.Ngaa maa.Ngaa re
balam se maa.Ngaa re
balam se maa.Ngaa re
namak ishk kaa, tere ishk kaa
zabaa.N pe laagaa laagaa re ...

re:
(sabhii chhe.De hai.n mujhako
sipahiye baa.Nke chhamiye) 2
udhaarii dene lage hai.n
galii ke baniye baniye
koii to kau.Dii ko bhii luTaa de
koii to kau.Dii
tho.Dii tho.Dii shahad chaTaa de
tho.Dii tho.Dii
tez thaa ta.Dakaa kaa karuu.N
sii sii karatii mai.n maruu.N
raat bhar chhaanaa re
raat bhar chhaanaa
raat bhar chhaanaa chhanaa re
namak ishk kaa, tere ishk kaa
zabaa.N pe laagaa laagaa re ...

(aisii phuu.Nk lagii jaalim kii) 2
ki baa.Nsurii jaisii baajii mai.n
are jo bhii kahaa us cha.ndrabhaan ne
phaT se ho gaI raajii mai.n
baa.Nsurii jaisii baajii mai.n
phaT se ho gaI raajii mai.n
haay (kabhii a.Nkhiyo.n se piinaa
kabhii ho.nTho.n se piinaa) 2
kabhii achchhaa lage maranaa
kabhii mushkil lage jiinaa

karawaT-karawaT pyaas lagii thii
ajii balam kii aahaT paas lagii thii
tez thaa chhau.nkaa kaa karuu.N
sii sii karatii mai.n maruu.N
Dali bhar Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa
jii re
Dali bhar Daalaa
Dali bhar Daalaa Daalaa re
namak ishk kaa
zabaa.N pe laagaa laagaa re ...
%
#endindian
\endsong

Vinay

unread,
Jul 7, 2006, 10:50:28 AM7/7/06
to
one correction below.

Vinay wrote:
>
> \stitle{mai.n chaa.Nd nigal gaI ... namak ishk kaa}%
> \film{Omkara}%
> \year{2006}%

<snipped>

> Dali bhar Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa jii Daalaa
> jii re
> Dali bhar Daalaa
> Dali bhar Daalaa Daalaa re

Dali > Dalii

Animesh K

unread,
Jul 7, 2006, 5:11:59 PM7/7/06
to

"se.nk" or "sek" ? I am just asking, not suggesting.

Very weird lyrics.

Best,
A
<SNIP>

Vinay

unread,
Jul 7, 2006, 5:45:04 PM7/7/06
to
Another hearing, some more corrections.

everywhere in the song:
ishk -> isk
इश्क -> इस्क

Vinay wrote:

> (sabhii chhe.De hai.n mujhako
> sipahiye baa.Nke chhamiye) 2
> udhaarii dene lage hai.n
> galii ke baniye baniye

baniye-vaNiye
बनिये-वणिये

> koii to kau.Dii ko bhii luTaa de

although not very clear, I think it should be:
koii to kau.Dii *tuu* bhii luTaa de

कोई तो कौड़ी *तू* भी लुटा दे

> koii to kau.Dii

Vinay

unread,
Jul 7, 2006, 5:50:02 PM7/7/06
to

Animesh K ne likha tha:

Both 'sek' and 'se.nk' are fine, AFAIK. The singer reasonably clearly
says 'sek'.

Vinay

> Very weird lyrics
>
> Best,
> A
> <SNIP>

0 new messages