ए नए साल बता ai naye Saal Bataa, Tujh Mein Naya-Pan Kya HaiHar Taraf Khalq Ne Kyun Shoor Macha Rakha Hai Roshni Dinn Ki Wohi, Taroo Bhari Raat Wohi Aaj Hum Ko Nazar Aati Hai Har Baat Wohi Aasmaan Badla Hai Afsoos, Na Badli Hai Zamein Ek Hindsey Ka Badalna Koi Jiddat Tou Nahien Agley Barsoun Ki Tarha Houn Ge Qareeney Tere Kisey Maloom Nahien Barah Maheeney Tere January, Faburary Aur March Mein ParDey Sardi Aur April, May, June Mein Ho Gi Garmi Tera Mann Dahar Mein Kuch Khoye Ga Kuch Paye Ga Apni Maiyaad Bassar Kar Kay Chalaa Jaaye Ga Tu Naya Hai Tou Dikha Subha Nayi, Shaam Nayi Warna Inn Aankhoun Ney Dekhey Hein Naye Saal Kayi Be-Sabbab Daytey Hein Kyun Loog Mubaaraqbaadein Ghaliban Bhool Gaye Waqt Ki KarDwi Yaadein Teri Aamad Se Ghatti Ummar, Jahaan Mein Sab Ki Faiz Ney Likhi Hai Yeh Nazam Niraaley Dhabb Ki Poet: Faiz Ahmed Faiz------------------------------------------------------------------------- |
--
[New] http://www.IPLkhabar.com - हिन्दी में आईपीएल क्रिकेट
Read http://www.HindiBlogs.com - हिन्दी चिट्ठों की जीवन धारा
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Hindi Bhasha" group.
To post to this group, send email to hindi...@googlegroups.com
To unsubscribe from this group, send email to hindibhasha...@googlegroups.com
For more options, visit this group at http://groups-beta.google.com/group/hindibhasha